** حضرت علی علیہ السلام فرماتے ھیں **

sharbatali_king
Vip
Vip
Posts: 2707
Joined: 06 Feb 2014, 3:45 pm
Contact:

Aqwal Hazrat Ali (a.s)

#1



Post by sharbatali_king »

nsan ka apne Dushman s inteqam ka sb sy acha tariqa ye he k wo apni khubiyon me izafa kre 'Hazrat Ali (a.s)

1-Wo gunah jis ka tumhein ranj ho,
Allah k nazdeeq us nayki se behtar hai
jis se tum main ghuroor paida ho jaye".
( Hazrat ALI a.s )
I AM KING
IF YOU LIKE MY POST PRESS THANKS
sharbatali_king
Vip
Vip
Posts: 2707
Joined: 06 Feb 2014, 3:45 pm
Contact:

Re: Aqwal Hazrat Ali (a.s)

#2



Post by sharbatali_king »

3-Ager kisi ka zaraf azmana ho to usko ziada izat do
Wo ala zaraf hoa to ap ko or izat day ga
or kam zaraf hoa to khud ko AALA ZARAF sumjhey ga
( Hazrat ALI a.s )
I AM KING
IF YOU LIKE MY POST PRESS THANKS
sharbatali_king
Vip
Vip
Posts: 2707
Joined: 06 Feb 2014, 3:45 pm
Contact:

Re: Aqwal Hazrat Ali (a.s)

#3



Post by sharbatali_king »

8-Hazrat ALI a.s ne eid k din ro ro k bura haal kar liya.Naye kapre na pehne aur sookhi
roti khane lagey. Kisi ne poocha k aaj to EID hai aap ne koi tayyari nahi ki. Aap ne farmaya k
eid to unki hai jinko ALLAH SUBHAN-A-HU-WA TAALA ne muaf kar dia
I AM KING
IF YOU LIKE MY POST PRESS THANKS
sharbatali_king
Vip
Vip
Posts: 2707
Joined: 06 Feb 2014, 3:45 pm
Contact:

Re: Aqwal Hazrat Ali (a.s)

#4



Post by sharbatali_king »

9-Hazrat ALI a.s Says
Apne Dushman Ko 1000 Dafa Moqa Do K Wo Tumhara Dost Ban Jaaye
Per Apne Dost Ko 1 Bhi Moqa Na Do K Wo Tumhara Dushman Banay
I AM KING
IF YOU LIKE MY POST PRESS THANKS
sharbatali_king
Vip
Vip
Posts: 2707
Joined: 06 Feb 2014, 3:45 pm
Contact:

Re: Aqwal Hazrat Ali (a.s)

#5



Post by sharbatali_king »

0-Jub meri DUA kabol ho tu mein khush hota houn
k is main meri marzi hai aur
Jub kabol na ho tu mein aur khus hota houn
k ye ALLAh ki marzi hai
( Hazrat ALI a.s )
I AM KING
IF YOU LIKE MY POST PRESS THANKS
sharbatali_king
Vip
Vip
Posts: 2707
Joined: 06 Feb 2014, 3:45 pm
Contact:

Re: Aqwal Hazrat Ali (a.s)

#6



Post by sharbatali_king »

IKHTIYAR, TAAQAT aur DOULAT
aisi cheezain hain jin k milnay say log
badaltay nahin BAYNAQAB hotay hain( Hazrat ALI a.s )
I AM KING
IF YOU LIKE MY POST PRESS THANKS
sharbatali_king
Vip
Vip
Posts: 2707
Joined: 06 Feb 2014, 3:45 pm
Contact:

Re: Aqwal Hazrat Ali (a.s)

#7



Post by sharbatali_king »

Agar tum kisi ko chota dekh rahe ho,
to tum use door se dekh rahe ho,
Ya phir gharoor se dekh rahe ho
( Hazrat ALI a.s )
I AM KING
IF YOU LIKE MY POST PRESS THANKS
sharbatali_king
Vip
Vip
Posts: 2707
Joined: 06 Feb 2014, 3:45 pm
Contact:

Re: Aqwal Hazrat Ali (a.s)

#8



Post by sharbatali_king »

Ghareeb wo hai jis ka koi dost na ho.
[HAZRAT ALI (a.s)
I AM KING
IF YOU LIKE MY POST PRESS THANKS
sharbatali_king
Vip
Vip
Posts: 2707
Joined: 06 Feb 2014, 3:45 pm
Contact:

Re: Aqwal Hazrat Ali (a.s)

#9



Post by sharbatali_king »

sab se bara gunah wo he jo karne walay ki nazar me chota ho
( Hazrat ALI a.s )
I AM KING
IF YOU LIKE MY POST PRESS THANKS
sharbatali_king
Vip
Vip
Posts: 2707
Joined: 06 Feb 2014, 3:45 pm
Contact:

Re: Aqwal Hazrat Ali (a.s)

#10



Post by sharbatali_king »

-Main Jannat K Shouq Main ebadat Nahe Kerta,
K Ye Ebadat Nahe Tijarat Hay
Main Dozakh K Khoof Say Ebadat Nahe Kerta,
K ye Ebadat Nahe.Ghulami Hai..
Main Ebadat Sirf Is Liye Kerta hon...
K Mera RuB ebadat K LayeQ Hai...... ( Hazrat ALI a.s )
I AM KING
IF YOU LIKE MY POST PRESS THANKS
Post Reply Previous topicNext topic

Who is online

Users browsing this forum: No registered users and 89 guests