Enigma 2 VS China recievers

ali03000345
Senior Registered Member
Senior Registered Member
Posts: 913
Joined: 15 Dec 2017, 9:21 am
Has thanked: 57 times
Been thanked: 98 times

Enigma 2 VS China recievers



Post by ali03000345 »

Umair Malik wrote: 28 May 2018, 7:59 pm
ali03000345 wrote: 28 May 2018, 8:32 am main expert nahi aur main ne sirf china box use kia hai abhi tak ya pehle jab analog ata tha tb use kia tha 20-25 saal pehle lakin main ye jan gaya hn k boxes ki ab 3 categories hain first linux for experts or professionals second forever server boxes for home use with great features and third one is china boxes for poor peoples
Yeh Hei Toh Ghalti Hai Na App Sunei Sunai Baatoon Par Yaqeen Kartei Hoo Jab Khud Use Karei Gei Toh Pata Chalei Ga I Have Used Both And Gave Daddy Reply In Post #11 And #9
Aapki baat thk lakin ye to sach hai na k linux boxes khud set kiye ja skte hain editable hain aur forever server wale boxes main aysi koi fasality nahi hoti card shearing bhi dm se ki jati hai baki per shayad nahi hoti aur ye bhi sahi hai k 50000 ka linux box bhi lelo phir bhi server nahi hota us main jabke ab 3000 k china box main bhi HD channels tak chal rahe hain even SUNHD tak chal raha hai ab paison k sath quality main thora to fark hoga lakin jb 3000 main sabkuch milega to aam ghareeb insan linux kia forever ka box bhi nahi lega lakin ager quality chahye aur jaib main paisa bhi ho to forever server k boxes best hain ye bilkul ayse hi hai k asiasat7 4feet per ajata hai sony bhi chalta hai lakin ager thk se sare channels daikhna ho to 6 feet lgao aur 68 4 feet per ajati hain lakin ager sony chahye to 6 feet aur discovery bhi daikhna ho to 8 feet lgao jiske pass jitna paisa aur jesi demand woh wesi chiz rkhta hai

Who is online

Users browsing this forum: No User AvatarClaude, No User AvatarDot, User avatarGoogle Adsense, User avatarYandex and 3 guests