** حضرت علی علیہ السلام فرماتے ھیں **

anjum
Registered Member
Registered Member
Posts: 81
Joined: 01 Feb 2015, 8:11 am

Re: ** حضرت علی علیہ السلام فرماتے ھیں **



Post by anjum »

4-"Sub se Ziyada Kamzor AADMI wo he Jo DOST ko HAASIL karne me Naakaam ho,Aur us se bhi Ziyada Kamzor Wo he Jo Haath aai howe DOST ko ganwa de"
(HAZRAT ALI (R.A)
anjum
anjum
Registered Member
Registered Member
Posts: 81
Joined: 01 Feb 2015, 8:11 am

Re: ** حضرت علی علیہ السلام فرماتے ھیں **



Post by anjum »

5- "2 cheezein saari zindagi kaam ayengi,
1 = Ghussay ki halat mein koi faisla mat karo!
2 = Khushi ki haalat mein koi wada mat kro!
(HAZRAT ALI (R.A)
anjum
anjum
Registered Member
Registered Member
Posts: 81
Joined: 01 Feb 2015, 8:11 am

Re: ** حضرت علی علیہ السلام فرماتے ھیں **



Post by anjum »

6- Insaan Bhi kitna Ajeeb Hy,
Jab kisi Cheez se Darta Hy to Us se Dour Bhagta Hy.
Jab ALLAH Sy Darta Hy to Us k Or Qreeb Ho Jata Hy.
(HAZRAT ALI (R.A)
anjum
anjum
Registered Member
Registered Member
Posts: 81
Joined: 01 Feb 2015, 8:11 am

Re: ** حضرت علی علیہ السلام فرماتے ھیں **



Post by anjum »

Dunya Daron ki Sohbat ikhtyar Na karo Q K Agar tu Tang-dast huwa to ye tujhe Chorh Denge Or agar to Dolat-mand huwa to Tujh se Hasad karen gay.
(HAZRAT ALI (R.A)
anjum
anjum
Registered Member
Registered Member
Posts: 81
Joined: 01 Feb 2015, 8:11 am

Re: ** حضرت علی علیہ السلام فرماتے ھیں **



Post by anjum »

Acha Dost Kitni Dafa Hi Kiyon Na Ruth Jaye Usay Mana Lena Chahiye!
Kiyon K Tasbi K Daney Kitni Dafa Hi Kiyon Na Bikhrein Chun Liye Jate Hain!
(HAZRAT ALI (R.A)
anjum
anjum
Registered Member
Registered Member
Posts: 81
Joined: 01 Feb 2015, 8:11 am

Re: ** حضرت علی علیہ السلام فرماتے ھیں **



Post by anjum »

Yeh na socho k ALLAH dua foran qabool kyun nahi karta,
yeh shukar karo k ALLAH hamaray gunaahon ki saza foran nahi deta.."
(HAZRAT ALI (R.A)
anjum
anjum
Registered Member
Registered Member
Posts: 81
Joined: 01 Feb 2015, 8:11 am

Re: ** حضرت علی علیہ السلام فرماتے ھیں **



Post by anjum »

4 Batain Elim Ka NIchour Hain,
1.) ALlah Ki Itni Ebadat Karo Jitni Tumhain ALLAH Ki Zaroret Hay.
2.) ALlah Ki Nafermani Itni Karo Jitna Allah K Azaab Per Saber Ker Saktey Ho..
3.) Dunya K Liye Itna Amal KAro Jitna K Tumhain Dunya Mian Rehna Hai,,
4.) Aakhrat K Liye Itna AMal Karo Jitna K Tmhain Wahan Rehna Hain....!!!
(HAZRAT ALI (R.A)
anjum
anjum
Registered Member
Registered Member
Posts: 81
Joined: 01 Feb 2015, 8:11 am

Re: ** حضرت علی علیہ السلام فرماتے ھیں **



Post by anjum »

Buaree main kisi ka sath dena Ghatiyapan aur khuda ky sath badiyanti hay.
(HAZRAT ALI (R.A
anjum
anjum
Registered Member
Registered Member
Posts: 81
Joined: 01 Feb 2015, 8:11 am

Re: ** حضرت علی علیہ السلام فرماتے ھیں **



Post by anjum »

Kisi ki madad kartay waqt us k chehray ki janib mat daikho, ho sakta hay us ki sharminda ankhain tumharay dil main gharur ka beej bo dain.
(HAZRAT ALI (R.A)
anjum
anjum
Registered Member
Registered Member
Posts: 81
Joined: 01 Feb 2015, 8:11 am

Re: ** حضرت علی علیہ السلام فرماتے ھیں **



Post by anjum »

Golden Words"
"Her INSAN ki izat aur uss sy mohabat kro,Kion k her INSAN k ander KHUDA ki koi na koi sift zror mojood hoti hai"
(HAZRAT ALI (R.A)
anjum
Previous topicNext topic

Who is online

Users browsing this forum: No User AvatarAhrefs [Bot], No User AvatarClaude and 2 guests