*GREAT SAYINGS OF HAZRAT ALI AS *

SHAKEEL MALIK
Senior Registered Member
Senior Registered Member
Posts: 666
Joined: 09 Sep 2013, 2:23 pm

Re: *GREAT SAYINGS OF HAZRAT ALI AS *

Post by SHAKEEL MALIK »

Agar tum apny andar se Ghuroor ki aadat ko
mitta dena chahty ho,?
To Ghareeb logon ko salam kr lia kro.
HAZRAT ALI (R.A)
SHAKEEL MALIK
Senior Registered Member
Senior Registered Member
Posts: 666
Joined: 09 Sep 2013, 2:23 pm

Re: *GREAT SAYINGS OF HAZRAT ALI AS *

Post by SHAKEEL MALIK »

Great Words by ” Hazarat ALI. R.A ”
(1)Pareshani Halaat Se Nahi Khayalaat Se Peda
Hoti Hai
(2)Behtren Ankh Wo Hai Jo Haqekat Ka Samna
Kare.
(3)Duniya Me Sab Se Mushkil Kam Apni Islaah
Karna Hai Or Sab Se Asaan Kam Dusre Par
Tanqed Karna
(4)Nafrat Dil Ka Pagalpan Hai
(5)Insan Zindagi Se Mayos Ho To Kamyabi B
Nakami Nazar Aati Hai
(6)Jab insan ki aqal kamil ho jati hai to us ki
guftugu mukhtasir ho jati hai….
SHAKEEL MALIK
Senior Registered Member
Senior Registered Member
Posts: 666
Joined: 09 Sep 2013, 2:23 pm

Re: *GREAT SAYINGS OF HAZRAT ALI AS *

Post by SHAKEEL MALIK »

Hazrat ALI (R.A) se 4 Logon ne ek sawal
poocha 0r kaha hm sub ko alag alag jawab
dein
Q-ILm behtr hai ya dolat?
Jwabat youn diye:
1-Ilm behtr hai q k Dolat kharch krnay se km
hoti hai.
or
ILm kharch krnay se barhta hai
2-Ilm behtr hai q k Dolat ki tum hifazt krtay
ho or ILm tumhari hifazat krta hai
3-ILm behtr hai q k ILm walay k dost ziada
or dolat walay k dushman ziada hotay hain
4-ILm behtr hai q k ILm Nabiyon ka wirsa
hai! or Dolat Fir’oan ka!
SHAKEEL MALIK
Senior Registered Member
Senior Registered Member
Posts: 666
Joined: 09 Sep 2013, 2:23 pm

Re: *GREAT SAYINGS OF HAZRAT ALI AS *

Post by SHAKEEL MALIK »

Insan ko bolna seekhnay me aik saal lagta
hay”
“Per konsa lafz kahan bolna hay ye seekhnay k
liye poori zindagi lag jati hay”
HAZRAT ALI (R.A)
SHAKEEL MALIK
Senior Registered Member
Senior Registered Member
Posts: 666
Joined: 09 Sep 2013, 2:23 pm

Re: *GREAT SAYINGS OF HAZRAT ALI AS *

Post by SHAKEEL MALIK »

“Apny Dost ki Ezat karo
Is liye nahi k wo tumhary aib janta hay
Bal k is liye k wo tumhary aibon say waqif
hone k bawjod tumko dost manta hy.
(Hazrat Ali R.A)

SHAKEEL MALIK
Senior Registered Member
Senior Registered Member
Posts: 666
Joined: 09 Sep 2013, 2:23 pm

Re: *GREAT SAYINGS OF HAZRAT ALI AS *

Post by SHAKEEL MALIK »

Mai JANNAT Ke shauq me ibadat nahi karta
ke ye tijarat hai
-mai dojakh ke khauf se ibadat nahi karta
ke ye ibadat nahi gulami hai
-mai ibadat sirf isliye karta hu ke mera
ALLAH Ibadat ke layeq hai
-HAZRAT ALI R.Z
SHAKEEL MALIK
Senior Registered Member
Senior Registered Member
Posts: 666
Joined: 09 Sep 2013, 2:23 pm

Re: *GREAT SAYINGS OF HAZRAT ALI AS *

Post by SHAKEEL MALIK »

Farman-e-Hazrat Ali (R.A)
Hazrat Ali (R.Z ) Ne Farmaya: Jisnay Kisi Ko Akele
Mai Nasihat Ki Usne Ussay Sawar Diya aur Jis ne
Kisi Ko Sab Ke Samnay Nasihat Ki Usne Usko
Mazeed Bigaad Diya.
SHAKEEL MALIK
Senior Registered Member
Senior Registered Member
Posts: 666
Joined: 09 Sep 2013, 2:23 pm

Re: *GREAT SAYINGS OF HAZRAT ALI AS *

Post by SHAKEEL MALIK »

Hazrat Ali Apne Dushman Ko 1000 Dafa Moqa Do
K Wo Tumhara Dost Ban Jaaye Par Apne Dost Ko
1 Bhi Moqa Na Do K Wo Tumhara Dushman
Banay.
SHAKEEL MALIK
Senior Registered Member
Senior Registered Member
Posts: 666
Joined: 09 Sep 2013, 2:23 pm

Re: *GREAT SAYINGS OF HAZRAT ALI AS *

Post by SHAKEEL MALIK »

Hazrat Ali Ibn-e-adam! Jab gunahon ke bawajood
Allah ke naimmatain musalsal tujhe milti rahen to
hoshiyaar ho jana, ke tera hisaab qareeb aur
sakht tareen hai.
SHAKEEL MALIK
Senior Registered Member
Senior Registered Member
Posts: 666
Joined: 09 Sep 2013, 2:23 pm

Re: *GREAT SAYINGS OF HAZRAT ALI AS *

Post by SHAKEEL MALIK »

Hazrat Ali :- Koi GUNAH Lazzat k lye mat karna q
k Lazzat khatam ho jayegi GUNAH baqi rah jaega,
aur koi NEKI taklif ki waja se mat chorna q k
taklif khatam ho jaegi NEKI baqi rahjaege!

Who is online

Users browsing this forum: No User AvatarAhrefs [Bot], No User AvatarClaude [Bot] and 23 guests