** حضرت علی علیہ السلام فرماتے ھیں **

Previous topicNext topic
-=MOHSIN=-
Registered Member
Registered Member
Posts: 142
Joined: 10 Sep 2014, 10:21 am

Re: ** حضرت علی علیہ السلام فرماتے ھیں **

Post by -=MOHSIN=- »

Agr Kisi Ka Zarf Aazmana Ho To Usko Ziada Izzat Do, Wo AALA Zarf Hua To apko or Zyada Izzat Dega or Kum Zarf Hua To Khud Ko Aala Samjy Ga HAZRAT ALI.
-=MOHSIN=-
Registered Member
Registered Member
Posts: 142
Joined: 10 Sep 2014, 10:21 am

Re: ** حضرت علی علیہ السلام فرماتے ھیں **

Post by -=MOHSIN=- »

Jab dua qabol hoti hy to men kush hota hun k is my meri marzi hy or Jb dua qabol nahi hoti to men ziada kush hota hun k is me Allah ki marzi hy..Hazrat Ali(as)
-=MOHSIN=-
Registered Member
Registered Member
Posts: 142
Joined: 10 Sep 2014, 10:21 am

Re: ** حضرت علی علیہ السلام فرماتے ھیں **

Post by -=MOHSIN=- »

18 GOLDEN WORDS OF Hazrat ALI (A.S)

3 logo ka ahtraam karo:
ustaad
waaldain
buzurg

3 ko sath rakho:
sachaai
emaan
naiki

3 chizon ko yaad rakho:
ehsaan
nasihat
maut

3 chizon k ley laro:
watan
izat
haq

3 chizon pe qaabu rakho:
zubaan
ghussa
nafs

3 chizon se bacho:
buraai
chughli or
hasad... !!
-=MOHSIN=-
Registered Member
Registered Member
Posts: 142
Joined: 10 Sep 2014, 10:21 am

Re: ** حضرت علی علیہ السلام فرماتے ھیں **

Post by -=MOHSIN=- »

Golden Words Her INSAN ki izat aur uss sy mohabat kro, Kion k her INSAN k ander KHUDA ki koi na koi sift zror moujood hoti hai Hazrat ALI (A.S).
-=MOHSIN=-
Registered Member
Registered Member
Posts: 142
Joined: 10 Sep 2014, 10:21 am

Re: ** حضرت علی علیہ السلام فرماتے ھیں **

Post by -=MOHSIN=- »

insan ki izatt aur us say mohabbat karo, kion k har insan k andar Khuda ki koi na koi sift maujood hoti hay golden words of HAZRAT ALI (A.S)
-=MOHSIN=-
Registered Member
Registered Member
Posts: 142
Joined: 10 Sep 2014, 10:21 am

Re: ** حضرت علی علیہ السلام فرماتے ھیں **

Post by -=MOHSIN=- »

1 Qureshi ne Hazrat ALI se pocha. Q:Qarib kya ha? A: Qyamat Q:Or qarib ter? A: Maut Q:Ajib kya ha? A: Dunya Q:Or ajib ter? A: Talibe duniya Q:Wajib kya ha? A: Tauba Q:Or wajib ter? A: Guna k forun baad tauba. Q:Mushkil kya ha? A: qabr me utarna. Q:Or mushkil ter? A: Amal k bagair utarna.
-=MOHSIN=-
Registered Member
Registered Member
Posts: 142
Joined: 10 Sep 2014, 10:21 am

Re: ** حضرت علی علیہ السلام فرماتے ھیں **

Post by -=MOHSIN=- »

Agar kisi ka BANNA chatay ho to puri HAQEQAT se ban

jao? Warna,apni Zaat mein aisi HAQIQAT peda kar lo

k,koi HAQIQAT main tumhara ban jaye.

HAZRAT ALI (R.A )
-=MOHSIN=-
Registered Member
Registered Member
Posts: 142
Joined: 10 Sep 2014, 10:21 am

Re: ** حضرت علی علیہ السلام فرماتے ھیں **

Post by -=MOHSIN=- »

*SABAR Eeman ki Bunyad he. *SAKHAWAT insan ki Zeenat he. *SACHHAI HaQ ki Zuban he. *NARMI kamyabi ki kunji he. *MØUT 1 bekhabar Sathi he. (HAZRAT ALI R.A)
-=MOHSIN=-
Registered Member
Registered Member
Posts: 142
Joined: 10 Sep 2014, 10:21 am

Re: ** حضرت علی علیہ السلام فرماتے ھیں **

Post by -=MOHSIN=- »

>>Apni sochon ko paani k Qatron se zyada shafaaf rakho, Q k jis terha Qatron se darya banta hai, isi terha sochon se EMAAN banta hai. Hazrat Ali(R.A).
-=MOHSIN=-
Registered Member
Registered Member
Posts: 142
Joined: 10 Sep 2014, 10:21 am

Re: ** حضرت علی علیہ السلام فرماتے ھیں **

Post by -=MOHSIN=- »

Agar Kisi Ka Banna Chahtay Ho To Pori Haqiqat Se Ban Jao... Warna Apni Zaat Mein Aisi Haqiqat Peda Kr Lo_K_Koi Haqiqat Mein Tumhara Ban Jaye. HAZRAT ALI
Previous topicNext topic

Who is online

Users browsing this forum: No User AvatarClaude [Bot] and 7 guests