Aliraza63 wrote:@Masood Sahab
ap kal se gayab hai ap ki last activity kal shaam ki hai us ke baad se ap kehan hai ? ata pata detay reha karen ta ke gulshan ka karobaar chalta rehe .
gulshan ka karobaar
Rana G!!! mohtaram mein aapsay chutti approve kerwa kay gya tha.....meri sohbat mein aapki yaadasht peh ussar parh reha hay
Now I have taken another challenge veeh (20)chowdan(14)....in fact I had to recover some dues from that chap so I re-purchased this box once again.
waisay bhee yeh Enigma2 supported box hay ....kyon Rana G?
Welcome back Janab
2014 enigma2 supported hai lekin ap ye mat samjhen ye wesay jesay ap DM use karty rehe hain .. limited features hain aur sab se bari baat is ka Enigma2 image ek hi hai .. ya dosra wo jis ko hum ne modify kia tha .. is ki problem ye hai ke ap update nahi kar sakty aur Enigma main jo din raat changing ho rehi hai . us se plugins crash ho jaty hain ..Jo log is main Enigma 2 use kar rehe hain wo ek image kar ke us se phir chair khani nahi karty.
3rd sab se bari problem is ka boot loader hai jis ko set se remove karna ek hard work hai aur jab kar lia to wapis us ko original recevier main convert nahi kar sakty .. Reverse original karna hai to ye ek aur bari task hai .. kyun ke agar thori si bhi galti ki to Flash hi nahi is ki Erom bhi hamesha ke liye farigh ho jaye gi.Aur phir ap us ko zinda nahi kar sakty.
yehi 7111 chip ka bad sector hai . DM main Erom ka data reset ho jata hai .SH4 boxes main data reset nahi hota. ap ko us ki table samnay rukh kar Enigma2 image karna parta hai.
4th... Paracha and sons aur Star int (uae) ne humain kuch complaints Enigma2 use karne ke baad ki thi jesay:
1. Receiver 1 or 2 hour baad heavy ho jata hai
2. Emulators crash kr jaty hain bar bar on/off karna parta hai
3. Update karen to Receiver off jata hai again On karna parta hai.
hum ne phir ye kia tha ke limited software bana dia tha jo sirf emulators ko support kare aur koi plugin install na ho . us se kafi behtar farq para tha .. websites par bhi wohi ab available hai. us ko phir change ya update bhi na kia kyun ke seller ne hi keh dia tha ke bas hum ye model ab discontinue kar rehe hain .. ap is par kaam na karen humara next model ye hai . lekin Jo new models hain un par already bahut se log kaam kar rehe hain . ab wehan meri zaroorat nahi thi. main bhi peechay hat gya
Upcoming Enigm2 Model in which they have coverd the flaws of 7111
For Startrack
Masood wrote:as Umer told me he doesn't have experience how to install new image whereas it is soooo easy
Rana G!!! that box is delivered from ur hands and on ur recommendations so plz don't close "institution" and tutorial session should be continued.
But u told me that he had used DM before . then why he has not experience ??? Dont blame me .. u asked about it I just suggested . its was not in recommendation that to teach every one A to Z who will buy the box .
It seems to me that the time is coming near day by day to say bye bye the forum ... I am not that much expert . ur expectations are so much high .. I am also just learner and believe I dont have that knowledge for this I shoul be proud to it . Plz accept my apologies. 2nd thing I to want to learn for Vu+. Now I am also a student . seriously I dont have enough knowledge about the current rapidly changing environment
Domica images often build in Open pli core . its doubt may be the require plugin will miss match it due to non opkg updating . its just doubt . I wish he will fix it the issue .
Masood wrote:as you suggested Rana G!!! Umer didn't find any plugin from TS panel so he installed new image oozone and he succeeded in him aim.
let him to provide feed back.
Now Umer chnaged from OZoone to GP3
at the starting time of using these STb changing images at almost every day becomes part of taste in order learn/Fun