*GREAT SAYINGS OF HAZRAT ALI AS *

User avatar
-=UMARZAIN=-
Gold Contributor
Gold Contributor
Posts: 1420
Joined: 11 Dec 2013, 10:53 pm

Re: *GREAT SAYINGS OF HAZRAT ALI AS *

Post by -=UMARZAIN=- »

SUBHANALLAH
SHAKEEL MALIK
Senior Registered Member
Senior Registered Member
Posts: 666
Joined: 09 Sep 2013, 2:23 pm

Re: *GREAT SAYINGS OF HAZRAT ALI AS *

Post by SHAKEEL MALIK »

Hazrat Ali :- "Tabiyat ki Narmi aur Sakhawat,insan
ko Dushmnon k dilon mainb Mehboob bana deti
hai"
SHAKEEL MALIK
Senior Registered Member
Senior Registered Member
Posts: 666
Joined: 09 Sep 2013, 2:23 pm

Re: *GREAT SAYINGS OF HAZRAT ALI AS *

Post by SHAKEEL MALIK »

Jab Tum Duniya ki Muflasi say Tang Aa jao aur
Rizq ka koi Rastana Niklay to Sadqa diya karo aur
ALLAH se Tijarat karo. ( Hazrat Ali )
SHAKEEL MALIK
Senior Registered Member
Senior Registered Member
Posts: 666
Joined: 09 Sep 2013, 2:23 pm

Re: *GREAT SAYINGS OF HAZRAT ALI AS *

Post by SHAKEEL MALIK »

Ansu Us Waqt Muqaddas Hotay Hain, Jab Wo kisi
Or k Dukh aur Takleef Ko Mehsus Kar k Niklain.
( Hazrat Ali )
SHAKEEL MALIK
Senior Registered Member
Senior Registered Member
Posts: 666
Joined: 09 Sep 2013, 2:23 pm

Re: *GREAT SAYINGS OF HAZRAT ALI AS *

Post by SHAKEEL MALIK »

Insan duniya me is qadar mashghol hota ha k
usay pata bhi nai chalta ke, jis kapray se us ka
kafan banna ha wo bazar ma aa chuka ha.
( Hazrat Ali )
SHAKEEL MALIK
Senior Registered Member
Senior Registered Member
Posts: 666
Joined: 09 Sep 2013, 2:23 pm

Re: *GREAT SAYINGS OF HAZRAT ALI AS *

Post by SHAKEEL MALIK »

Do Tarah say Cheezen Daikh-naymay Chotti
Nazar aathi Hain" Ek dooor Say.. aur Doosra
Guroor say" ( Hazrat Ali )
SHAKEEL MALIK
Senior Registered Member
Senior Registered Member
Posts: 666
Joined: 09 Sep 2013, 2:23 pm

Re: *GREAT SAYINGS OF HAZRAT ALI AS *

Post by SHAKEEL MALIK »

Zindgi ki Asal khoobsurti ye nahin k ap kitne
khush hain balke zindgi ki asal khoobsurti to ye h
k doosre aap se kitna khush hain . ( Hazrat Ali )
SHAKEEL MALIK
Senior Registered Member
Senior Registered Member
Posts: 666
Joined: 09 Sep 2013, 2:23 pm

Re: *GREAT SAYINGS OF HAZRAT ALI AS *

Post by SHAKEEL MALIK »

Apni sochon ko pani k qatron se zyada shafaf
rkho Q. k jis tarha qatron se darya banta hy ussi
tarha sochon se "EMAAN" banta hy. ( Hazrat Ali )
SHAKEEL MALIK
Senior Registered Member
Senior Registered Member
Posts: 666
Joined: 09 Sep 2013, 2:23 pm

Re: *GREAT SAYINGS OF HAZRAT ALI AS *

Post by SHAKEEL MALIK »

Farman-e-Ali :- Jab Aankhain Nafs Ki Passandeeda
Chezain Daikhny Lag Jain To Dil Anjaam Sy Andha
Ho Jata Hai.
SHAKEEL MALIK
Senior Registered Member
Senior Registered Member
Posts: 666
Joined: 09 Sep 2013, 2:23 pm

Re: *GREAT SAYINGS OF HAZRAT ALI AS *

Post by SHAKEEL MALIK »

Jiski nigahain azad ho us ka dil ranjeda hota hy Jo
baar baar azadana nigah kartahy wo hmesha
hasrato main mubtla rehta hy. ( Hazrat Ali )

Who is online

Users browsing this forum: No User AvatarClaude [Bot], No User AvatarDot [Bot] and 33 guests