DAILY BEAUTIFUL POETRY

Previous topicNext topic
jalilkhan
Gold Contributor
Gold Contributor
Posts: 1015
Joined: 30 Dec 2013, 7:44 pm
Location: Dera ghazi khan,Punjab,Pakistan
Been thanked: 1 time

Re: poeTrY by JaLiLKhaN

Post by jalilkhan »

Mere Chehre Pe Ronak Uss Ke Liye Hai

Mujh Mein Har Nazakat Uss Ke Liye Hai

Woh Tau Naadaan Hai Maangta Hai Mujhse Ek Pal

Usse Kya Pata ?? Meri Poori Zindagi Sirf Ussi K Liye Hai..!!
♥ . . ♥(¯`•. ÇHAŘLI€ .•´¯)♥
jalilkhan
Gold Contributor
Gold Contributor
Posts: 1015
Joined: 30 Dec 2013, 7:44 pm
Location: Dera ghazi khan,Punjab,Pakistan
Been thanked: 1 time

Re: poeTrY by JaLiLKhaN

Post by jalilkhan »

Tuje roz dekhon qarib se

Mere shok bhi hain ajeeb se

Mujhe mangna bus tujhi ko hai

Apny RUB aur us k HABIB se

Meri ankh main bhi hai sadgi

Mere khuwab bhi hain garib se

Main khush hon bohat jor k

Apna naseeb tere naseeb se
jalilkhan
Gold Contributor
Gold Contributor
Posts: 1015
Joined: 30 Dec 2013, 7:44 pm
Location: Dera ghazi khan,Punjab,Pakistan
Been thanked: 1 time

Re: poeTrY by JaLiLKhaN

Post by jalilkhan »

Ab Na Dhundna Mujhe is Zameen Asmaan ki Gardish main Tere Dil Main nahi Hoon To Phir Kahin Bhi Nahin..!

°.¸¸.·´¯`»♥♥♥♥«´¯`·.¸¸.° • »★ ķ!ñG Of P0eTȑY ★« • °.¸¸.·´¯`»♥♥♥♥«´¯`·.¸¸.°
jalilkhan
Gold Contributor
Gold Contributor
Posts: 1015
Joined: 30 Dec 2013, 7:44 pm
Location: Dera ghazi khan,Punjab,Pakistan
Been thanked: 1 time

Re: poeTrY by JaLiLKhaN

Post by jalilkhan »

Chahat ki mehfil main bulaya hai kisi ne,
Khud bula ker phir sataya hai kisi ne,
Jab tak jali hai shama jalta raha parwana,
Kiya is tarhan saath nibhaya hai kisi ne
jalilkhan
Gold Contributor
Gold Contributor
Posts: 1015
Joined: 30 Dec 2013, 7:44 pm
Location: Dera ghazi khan,Punjab,Pakistan
Been thanked: 1 time

Re: poeTrY by JaLiLKhaN

Post by jalilkhan »

~"Maana" K Bohat Qeemti Hai, Waqt Tera, , ,


~Magar Hum Bhi Nayaab Hain, Baar Baar Nahi Milte......!!
jalilkhan
Gold Contributor
Gold Contributor
Posts: 1015
Joined: 30 Dec 2013, 7:44 pm
Location: Dera ghazi khan,Punjab,Pakistan
Been thanked: 1 time

Re: poeTrY by JaLiLKhaN

Post by jalilkhan »

na jaany kon duaaon main yaad krta hai... Main doobta hun samandar uchaal
daita hai...
jalilkhan
Gold Contributor
Gold Contributor
Posts: 1015
Joined: 30 Dec 2013, 7:44 pm
Location: Dera ghazi khan,Punjab,Pakistan
Been thanked: 1 time

Re: poeTrY by JaLiLKhaN

Post by jalilkhan »

Kaise guzarti hai
meri har ek sham
tere bagair..
Agar tu ekbar
dekhle to kabhi
akela na chhode mujhko.
jalilkhan
Gold Contributor
Gold Contributor
Posts: 1015
Joined: 30 Dec 2013, 7:44 pm
Location: Dera ghazi khan,Punjab,Pakistan
Been thanked: 1 time

Re: poeTrY by JaLiLKhaN

Post by jalilkhan »

Hum Tou Dosti K Saudagar Hain .
Dil Ka Sauda Saccha Kar Jayenge ,
Agar Honge Wo Humare Dosti K Khariddar .
Tou Dosti Ki Kasam Mufat Mei Bik Jayenge
jalilkhan
Gold Contributor
Gold Contributor
Posts: 1015
Joined: 30 Dec 2013, 7:44 pm
Location: Dera ghazi khan,Punjab,Pakistan
Been thanked: 1 time

Re: poeTrY by JaLiLKhaN

Post by jalilkhan »

Mujhe tere dard k alawa bhi Aur dukh the ye maanta hun Hazar gham the jo zindagi ki Talash mein the ye jaanta hun Mujhe khabar thi k tere aanchal mein Dard ki Rett chhanta hun Magar har ek baar tujhko chhu kar Ye Rett rang e hina bani hai Ye zakhm gulzar ban gaye hain Ye aah sozan ghata bani hai Ye dard mauj e saba hua hai Ye aag dil ki sada bani hai Aur ab ye sari mata'a e hasti Ye phool ye zakhm sab tere hain Ye dukh k nuhe ye sukh k naghme Jo kal mere the wo ab tere hain Jo teri qurbat teri judaai mein Kat gaye roz o shab tere hain
jalilkhan
Gold Contributor
Gold Contributor
Posts: 1015
Joined: 30 Dec 2013, 7:44 pm
Location: Dera ghazi khan,Punjab,Pakistan
Been thanked: 1 time

Re: poeTrY by JaLiLKhaN

Post by jalilkhan »

"Har waada-e-wafa ko bhulane ka SHUKRIYA Dewana kar ke ankh churane ka SHUKRIYA Hum jante the aap ke qabil nahi hain hum,, Kuchh roz dil ki aas barhane ka SHUKRIYA Tabeer jin ki daikh kar ankhein hain zakhm zakhm, Itne haseen khwab dikhane ka SHUKRIYA Mera Khasta Haal Daikh Kr Tere Phool Sy Hont Khill Uthy,, Mujhay apny haal Ka Ghum Nhi.. Tere Muskurany Ka Shukria....!
Previous topicNext topic

Who is online

Users browsing this forum: No User AvatarAhrefs [Bot], No User AvatarBLEX [Bot], No User AvatarClaude [Bot], User avatarGoogle Adsense, No User AvatarPetal [Bot] and 9 guests