DAILY BEAUTIFUL POETRY
-
- Gold Contributor
- Posts: 1015
- Joined: 30 Dec 2013, 7:44 pm
- Location: Dera ghazi khan,Punjab,Pakistan
- Been thanked: 1 time
Re: poeTrY by JaLiLKhaN
Khuda Ne Likha Hi Nahi Tuj Ko Meri Qismat Mai ShayadWarna Khoya Tu Bohat Kuch Ik Tuje Pane K Liye
-
- Gold Contributor
- Posts: 1015
- Joined: 30 Dec 2013, 7:44 pm
- Location: Dera ghazi khan,Punjab,Pakistan
- Been thanked: 1 time
Re: poeTrY by JaLiLKhaN
GhalibSharab Pene De Masjid Mai Beth KarYa Wo Jga Bta Jahan Khuda NahiIqbalMasjid Khuda Ka Ghar Hai Pene Ki JgaNahiKafir Ke Dil Mai Ja Wahan Khuda NahiFarazKafir Ke Dil Se Aya Hon Mai Ye Dekh KarKhuda Mojod Hai Wahan Par Usey Pta NahiWasiKhuda Tu Mojod Dunya Mai Har JgaTu Janat Mai Ja Wahan Pena Mana NahiSaqiPeta Hon Gham-e Dunya Bhulane Ke LiyeJannat Mai Konsa Gham Hai Is Liye Wahan Pene Mai Maza Nahi
-
- Gold Contributor
- Posts: 1015
- Joined: 30 Dec 2013, 7:44 pm
- Location: Dera ghazi khan,Punjab,Pakistan
- Been thanked: 1 time
Re: poeTrY by JaLiLKhaN
Jheel Kinare Beth Ke DonoPholon Ki Barsat KrainMoti Pro Ke Un Aankhon MainSapno Pe Ham Baat KrainSunahri Paryan Par PhelayeJannat Ki Aaghosh BnayeGhum Ho Jayen Is Jannat MainRangon Ki Barat KrainResham Jesi Thandi Hawa MainBikhri Hui Zulfon Ki Faza MainNainon Ki Phir Bol Ke BoliJazbon Ko Betab KrainPhele Kajal Jese Ho BadalUrta Hwa Mai Rangeen AanchalSeepon Mai Jese Bandhe MotiAesi Ham Mulaqat KrainSaaz Bjayan Barish Ki BondainSunte Jayen Ham Aankhein MondeGheet Or Ghazlon Ke Mukhro ParLafzon Ki Barsat KrainKan Ki Bali Ghal Pe NacheSur Aur Taal Pe Kangan NacheGajron Ki Mehkar Pe Be SudhHar Shab Ko Shab Raat KrainNeela Sumandar Aur Uska SahilCham Cham Karti Rait Pe BadalRaqs Karti Hawaon Mai LehrainKhushbon Ki Soghat KrainJheel Kinare Beth Ke DonoPholon Ki Barsat KrainMoti Pro Ke Un Aankhon MainSapno Pe Ham Baat Krain
-
- Gold Contributor
- Posts: 1015
- Joined: 30 Dec 2013, 7:44 pm
- Location: Dera ghazi khan,Punjab,Pakistan
- Been thanked: 1 time
Re: poeTrY by JaLiLKhaN
Baton Baton Mai Bicharne Ka Ishara Kar KeKhud Bi Wo Roya Bohat Ham Se Kinara Kar KeSochta Rehta Hon Tanhai Mai Anjam-e KhulosPhir Usi Jurm Mohabat Ko Dobara Kar Ke
-
- Gold Contributor
- Posts: 1015
- Joined: 30 Dec 2013, 7:44 pm
- Location: Dera ghazi khan,Punjab,Pakistan
- Been thanked: 1 time
Re: poeTrY by JaLiLKhaN
Betiyan Sab K Muqadar Main Kahan Hoti HainKhuda Ko Jo Ghar Psand Aye Wahan Hoti Hain
-
- Gold Contributor
- Posts: 1015
- Joined: 30 Dec 2013, 7:44 pm
- Location: Dera ghazi khan,Punjab,Pakistan
- Been thanked: 1 time
Re: poeTrY by JaLiLKhaN
Aye Thay Ham Misl-e Bulbul Sair-e Gulshan Kar ChaleSambhal Mali Apna Bagh Ham Tu Apne Ghar Chale
-
- Gold Contributor
- Posts: 1015
- Joined: 30 Dec 2013, 7:44 pm
- Location: Dera ghazi khan,Punjab,Pakistan
- Been thanked: 1 time
Re: poeTrY by JaLiLKhaN
Tumhare Sath Chalte Hain Hzaron Chahne WaleMere Hone Na Hone Se Tuje Kia Farq Parta Hai
-
- Gold Contributor
- Posts: 1015
- Joined: 30 Dec 2013, 7:44 pm
- Location: Dera ghazi khan,Punjab,Pakistan
- Been thanked: 1 time
Re: poeTrY by JaLiLKhaN
Dekha Aina Tu Phir Jazbon Ka Yun Izhar HoaWo Shakhs Phir Se Mere Samne Ashkbar HoaDukh Mai Raat Kati Tu Swera Bi Madham Sa RhaTanhiyon Ke Sog Ka Charcha Bi Shmar HoaBare Wasoq Se Rakha Tha Rabt Unki Aankhon SeWo Jo Lamha Judai Ka Tha Phir Kun Be Qarar HoaUn Se Milne Ki Tmna Mai Jo Thi Zindagi GuzriPhir Yun Jan Ham Ne Luta Di Thi K NaIntezaar HoaJo Ishq Ham Ne Kya Tha Us Ka AalamMat PochoMita Dya Khud Ko Ham Ne K Mohabat Ka Karobar Hoa
-
- Gold Contributor
- Posts: 1015
- Joined: 30 Dec 2013, 7:44 pm
- Location: Dera ghazi khan,Punjab,Pakistan
- Been thanked: 1 time
Re: poeTrY by JaLiLKhaN
Sari Dunya Ko Pta Hai Nahi Thay TumMereSari Dunya Ko Pta Hai Tumhari Mai Thi
Who is online
Users browsing this forum: BLEX [Bot],
Claude [Bot],
Google [Bot] and 5 guests