Qabar aur insan

jambugti
Registered Member
Registered Member
Posts: 80
Joined: 24 Jan 2015, 7:34 pm

Qabar aur insan

Post by jambugti »

Vekh Fareeda Mitti khulli (Qabar), Mitti Utty Mitti Dulli (mayyat), Miti Hssy, Miti Rovy, (insan) Antt Miti da Miti Hovy, Na kr Bndya Meri Meri, Na teri na Meri, Chaar Dina da Mela Dunia, Fer Miti di Dheri, Na kr ethy hera pheri, Miti naal na dhoka kr tu Tu V miti, O V mitti…. Zaat paat di gl na ...
jambugti
Registered Member
Registered Member
Posts: 80
Joined: 24 Jan 2015, 7:34 pm

Re: Qayamat Ki Chooti Alamaat K Bary Main Irshad

Post by jambugti »

(Qayamat Ki Chooti Alamaat) Rasoullallah Sallallah Alehy Wasallam Ny Farmaya Elm Uth Jae Ga Or Har Taraf Jahalat Chaa Jae Gi. (BUKHARI 6767) (Qayamat Ki Chooti Alamaat K Bary Main Irshad)
jambugti
Registered Member
Registered Member
Posts: 80
Joined: 24 Jan 2015, 7:34 pm

Re: Hazrat Muhammad (S.A.W) Nay Farmaya

Post by jambugti »

(Qayamat Ki Alamaat) Rasoullallah Sallallah Alehy Wasallam Ny Farmaya Andhyri Raat Ki Tarha Fitny Nazil Hony Waly Hy Aadmi Subha Ko Momin Hoga To Shaam Ko Qafir Ho Jae Ga Agar Shaam Ko Momin Hoga To Subha Ko Qafir Ho Jae Ga Loog Dunya K Kuch Saman Ki Khatir Apna Deen Emaan Tak Beach Dalyn Gy. (MUSLIM 118) (Hazrat Muhammad (S.A.W) Nay Farmaya)
jambugti
Registered Member
Registered Member
Posts: 80
Joined: 24 Jan 2015, 7:34 pm

Re: Juma ka khutba

Post by jambugti »

Maaz Bin Anas Raziallahu Anhu Se Rivayat Hai K Rasulullah Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Fermaya: Jumma Ke Din Jab Imam Khutba De Raha Ho To Ghutno Ko Pet Ke Saath Mila Ker Baithney Se Mana’ Fermaya (Abu Dawood, Kitabul Salaat, H #1110/ Termizi, Kitabul Salaat, H #514) (Juma ka khutba)
jambugti
Registered Member
Registered Member
Posts: 80
Joined: 24 Jan 2015, 7:34 pm

Re: Bakra Eid SMS

Post by jambugti »

Zibah Kertey Waqt Jaanwar Ko Qibla Rukh Ker Lena Mustahib Hai (Ibn Khuzema) Qurbani Kertey Waqt Ki Dua: “Bismillahi Wallahu Akber” (Sahih Bukhari O Muslim) Khud Zibah Kerna Afzal Hai Lekin Kisi Doosrey Se Zibah Kerwaney Main Bhi Koi Herj Nahi (Sahih Bukhari) Musalman Aurat Bhi Qurbani Ka Janwar Zibah Ker Sakti Hai (Sahih Bukhari) Zibah Kerney Waley Qasaab Ko Qurbani Ke Jaanwar Main Se Koi Cheez Batorey Mazduri Dena Jaez Nahi (Bukhari O Muslim) (Bakra Eid SMS)
jambugti
Registered Member
Registered Member
Posts: 80
Joined: 24 Jan 2015, 7:34 pm

Re: *_’Best Hadees’_*

Post by jambugti »

*_'Best Hadees'_* 1:ALLAH ki zaat pr Bharosa krne wala kbi Nakam nai hota.. 2:Ksi ka Raz Talash mat kro ager malom ho jae To phelao Nai.. 3:Koi b Musibat prne pr Mout ki Tamana na kro.. 4:Insan k sab se bare Dushman uske Bure Dost Hain.. 5:Kisi ko khush karna Naiki hai.. 6-ALLAH us shaks ko abad krta ha.. Jo Hadis sun k dosro tak pohanchae. . .
jambugti
Registered Member
Registered Member
Posts: 80
Joined: 24 Jan 2015, 7:34 pm

Re: ALLAH k Akhari NABI Muhammad sal al lahu alaihe wasalm n

Post by jambugti »

ALLAH k Akhari NABI Muhammad sal al lahu alaihe wasalm nay frmaya: " Jis ne logon ko naraz kr k ALLAH ki raza joi ki,ALLAH usy logo ki takalif sy mahfuz rakhy ga r jis ne ALLAH ko naraz kr k logon ko khush karna chaha,ALLAH usy logon k supurd kr dy ga " [ TIRMIZI ,2414]
jambugti
Registered Member
Registered Member
Posts: 80
Joined: 24 Jan 2015, 7:34 pm

Re: Hadees mubarak me irshad he “Us shaks sy Maafi mango.

Post by jambugti »

Hadees mubarak me irshad he "Us shaks sy Maafi mango. jiski ghibat ki ho or ye 1 aisa gunah hai jiski wajah sy log kat kat kar jahanum me phenky jaengy" Plz mujy maf kar dena ho sakta hai meney kabi ap ki koi ghibat ki ho. meny b apko maaf kiya OR "ALLAH" b humain maaf farmay. Aameen.
jambugti
Registered Member
Registered Member
Posts: 80
Joined: 24 Jan 2015, 7:34 pm

Re: (AZAN KI FZELAT)

Post by jambugti »

(AZAN KI FZELAT) "Agr tum Quran pak ki tilawt kr rahy ho aur azan ki awaz ay to Quran pak ko band kr k Azan suno, aur us k kalmat ka jawab do."Zara sochye azan sun-na Quran pak ki tilawat se aham ha. Aur ham log aj kal azan k waqat baton aur gali gloch se b nai baz aty. IS msg ko itna phelao k sari umat jaag uthay aur azaan ka ehtram karnay lagay.Iska ajar mujhay aur ap ko tab tak milta rahay ga jab tak yeh msg chalta rahay ga.JAZAK ALLAH .
jambugti
Registered Member
Registered Member
Posts: 80
Joined: 24 Jan 2015, 7:34 pm

Re: Hazrat Muhammad (SAWW) ka irshad-e-Pak hai

Post by jambugti »

Hazrat Muhammad (SAWW) ka irshad-e-Pak hai k 'Agar tum mein se kisi ko yeh khadsha ho ke qayamat k din us ki bakhshish mushkil hai to usay chahiye ke woh kasrat se logon ko pani pilaya kare', kyun k is chote se amal ka ajar buhat bara hai. Forward if u wish. Sadka-e-Jaria,

Who is online

Users browsing this forum: No User AvatarClaude [Bot] and 4 guests