Bicharr ke tujh se

Previous topicNext topic
Muhammad_Ali
Senior Registered Member
Senior Registered Member
Posts: 534
Joined: 12 Dec 2013, 11:50 pm

Bicharr ke tujh se

Post by Muhammad_Ali »

Bicharr ke tujh se na dekha geya kisi ka milaap,
Urraa diye hain parinde shajjar pe bethe huye..
دلِ مرحوم کو خدا بخشے
بڑی رونق لگائے رکھتا تھا ! :think:
User avatar
rackala
Registered Member
Registered Member
Posts: 229
Joined: 16 Oct 2013, 6:38 pm

Re: Bicharr ke tujh se

Post by rackala »

Wah!

Bara sunty thy pahloo mei dill ka
jo cheera tu ek qatraa khoone nikla!


http://www.technologyreview.com/sites/d ... oxx519.gif" onclick="window.open(this.href);return false;
Muhammad_Ali
Senior Registered Member
Senior Registered Member
Posts: 534
Joined: 12 Dec 2013, 11:50 pm

Re: Bicharr ke tujh se

Post by Muhammad_Ali »

Nafraton ke teer kha ke doston ke sheher main,
Hum ne kis kis ko pukaara yeh kahani phir sahi..
دلِ مرحوم کو خدا بخشے
بڑی رونق لگائے رکھتا تھا ! :think:
Muhammad_Ali
Senior Registered Member
Senior Registered Member
Posts: 534
Joined: 12 Dec 2013, 11:50 pm

Re: Bicharr ke tujh se

Post by Muhammad_Ali »

Yeh kya ke sab se beyaan dil ki haalaten karni,
Faraz tujh ko na aayin muhabbaten karni,
Yeh qurb kya hai ke tu saamne hai aur humen,
Shumaar abhi se judaayi ki saaaten karni,
Koi khudaa ho ke pathar jise bhi hum chahen,
Tamaam umr ussi ki ibaadaten karni,
Sab apne apne qareene se muntazir us ke,
Kisi ko shukr kisi ko shikaayaten karni,
Hum apne dil se hi majboor aur logon ko,
Zara si baat pe barpaa qayamaten karni,
Milen jab un se to mubham si guftaguu karna,
Phir apne aap se sau sau vazaahten karni,
Yeh log kaise magar dushmani nibhaate hain,
Humen to raas na aayin mohabbaten karni,
Kabhi ‘faraz’ naye mausmon me ro dena,
Kabhi talaash puraani rafaaqten karni..
دلِ مرحوم کو خدا بخشے
بڑی رونق لگائے رکھتا تھا ! :think:
Muhammad_Ali
Senior Registered Member
Senior Registered Member
Posts: 534
Joined: 12 Dec 2013, 11:50 pm

Re: Bicharr ke tujh se

Post by Muhammad_Ali »

Bicharr ke uss se pareshan bohat hoon main,
Sunaa hai woh bhi barri uljhanon main rehta hai..
دلِ مرحوم کو خدا بخشے
بڑی رونق لگائے رکھتا تھا ! :think:
Previous topicNext topic

Who is online

Users browsing this forum: No User Avataravadavis, No User AvatarClaude [Bot], No User Avatargoedmedicine and 4 guests