
yaar may PAKSAT and Yahasat 100% receive kar raha hoon 4 feet ki dish pay
kal may nay turksat search kiya tu best signal 38e ki LNB k bilkul neechay mil rahay hain 53% signals
or jab may LNB peehchay karta hoon turksat wali tu 41% signal ho jatay hain or 2 TPs k signals bhee chalay jatay hain bilkul.
Total 31 FTA channels search ho rahay hain , paid wali bhee TPs hain but may nay delete kar di
kya iss ka koi tareeka hai iss maslay ka ?
bari dish nahi lay sakta may