Page 1 of 1

Kia kisi ne Pakistani Debit Card AmazonPay per use kia hai ?

Posted: 23 Jul 2019, 3:39 pm
by tiger
mein debit card ko Amazon Pay mein use karna chahta hon

agar kabhi kia hai to card aur bank ki details batao..

Re: Kia kisi ne Pakistani Debit Card AmazonPay per use kia hai ?

Posted: 23 Jul 2019, 3:51 pm
by ali03000345
jismain visa facility ho woh use ho skta hai aur usko bhi active krwana prta hai but not confirm

Re: Kia kisi ne Pakistani Debit Card AmazonPay per use kia hai ?

Posted: 23 Jul 2019, 4:27 pm
by tiger
ali03000345 wrote: 23 Jul 2019, 3:51 pm jismain visa facility ho woh use ho skta hai aur usko bhi active krwana prta hai but not confirm
yeh zarori nahi hai,

mere pas UBL Wiz Card tha (online activation ki zarorat nahi thi), yeh VISA card tha,
Amazon Pay per work nahi karta tha,
yeh 3d secure debit card nahi tha

ab mere pas Mezan ka Debit card hai,
yeh VISA card hai, 3d secure bhi hai, phir bhi Amazan Pay per work nahi karta
is per online activation ki zarorat nahi hoti

Re: Kia kisi ne Pakistani Debit Card AmazonPay per use kia hai ?

Posted: 23 Jul 2019, 8:58 pm
by FARRUKH
use credit card. no debit card.

Re: Kia kisi ne Pakistani Debit Card AmazonPay per use kia hai ?

Posted: 23 Jul 2019, 10:40 pm
by tiger
FARRUKH wrote: 23 Jul 2019, 8:58 pm use credit card. no debit card.
kia aap ne credit card use kia hai, koi cheep sasta ho ,

mein ne kabhi use nahi kia,

mein ne suna hai k credit card ki fees 3000 to 4000 yearly hoti hai,

jub k mein debit card k fees maximum 850-1000 deta hon,

aur kia credit card se sirf udhar hi lay ker online shopping/payment ki ja sakti hai ya apnay account mein mojod balance ko credit card k sath use kia ja sakta hai ?

Re: Kia kisi ne Pakistani Debit Card AmazonPay per use kia hai ?

Posted: 23 Jul 2019, 11:38 pm
by Muhammad Qaiser
Bro, Credit cards to bhut se hain. Magar initially ap Silk Bank ka Credit Card le lein. Is ki annual fee Rs. 2500 hoti hai jo bad main reverse ho jati hai (Details on help line).
Card par Int. Transactions on karva kar ap isko online transactions kay liye bhi use kar sakte hain. Transaction ap sirf apni available limit kay mutabic hi kar sakte hain (Jo bank ap ko allot karta hai).
:)

M. Qaiser

Re: Kia kisi ne Pakistani Debit Card AmazonPay per use kia hai ?

Posted: 25 Jul 2019, 7:14 am
by ali03000345
dc7800 wrote: 23 Jul 2019, 4:27 pm
ali03000345 wrote: 23 Jul 2019, 3:51 pm jismain visa facility ho woh use ho skta hai aur usko bhi active krwana prta hai but not confirm
yeh zarori nahi hai,

mere pas UBL Wiz Card tha (online activation ki zarorat nahi thi), yeh VISA card tha,
Amazon Pay per work nahi karta tha,
yeh 3d secure debit card nahi tha

ab mere pas Mezan ka Debit card hai,
yeh VISA card hai, 3d secure bhi hai, phir bhi Amazan Pay per work nahi karta
is per online activation ki zarorat nahi hoti
UBL wiz banaya hai unke liye tha jinko credit card ki facilities to chahye thi lakin card banwana nahi tha ismain aapko jb use krna ho to credit add kr k use kr skte hain baki aapne banwaya tha aapko behter detail pta hongi amazon per credit card chalega ya nahi chahe kisi bhi bank ka ho ye usi bank se pta kia jaskta hai wese amazon Pakistan main to active hai nahi isliye shayad Pakistani banks bhi na hon lakin kuch third party website hain jo temporary credit cards aur aysihi dusri facilities provide krti hain aur kuch websites amazon wgaira se products purchase kr k aapko deliver krdaingi bs unko product ka link dena hota hai (ye sab paison k difference se hota hai)

Re: Kia kisi ne Pakistani Debit Card AmazonPay per use kia hai ?

Posted: 25 Jul 2019, 9:09 am
by tiger
ali03000345 wrote: 25 Jul 2019, 7:14 am

mein ne "amazon pay" use karna hai,amazon nahi,

amazon aur amazon pay taqreeban same hain,

faraq yeh hai sirf k, amazon mein aap apna debit/credit card use kar k sirf usi site mein use kartay ho

jabkay amazon pay bhi bilkul same hai, interface/look bhi same hai, faraq yeh hai k jo jo site amazaon pay ko support karti hain, aap un site per shoping kartay ho...

amazon>>>> shoping site hai

amazon pay>>>> payment service hai, paypal ki tarah

Re: Kia kisi ne Pakistani Debit Card AmazonPay per use kia hai ?

Posted: 25 Jul 2019, 10:10 am
by ali03000345
dc7800 wrote: 25 Jul 2019, 9:09 am

sorry bro mujhe iski details nahi pta lakin ye samsung pay ya google pay jesi service lag rhi hai

Re: Kia kisi ne Pakistani Debit Card AmazonPay per use kia hai ?

Posted: 28 Jul 2019, 11:22 pm
by Liamo11
dc7800 wrote: 23 Jul 2019, 4:27 pm
ali03000345 wrote: 23 Jul 2019, 3:51 pm jismain visa facility ho woh use ho skta hai aur usko bhi active krwana prta hai but not confirm
yeh zarori nahi hai,
transfers Amiens
mere pas UBL Wiz Card tha (online activation ki zarorat nahi thi), yeh VISA card tha,
Amazon Pay per work nahi karta tha,
yeh 3d secure debit card nahi tha

ab mere pas Mezan ka Debit card hai,
yeh VISA card hai, 3d secure bhi hai, phir bhi Amazan Pay per work nahi karta
is per online activation ki zarorat nahi hoti
Use credit card