wo ek benaam si chahat
wo ek benaam si ulfat,
wo meri jeet ka hissa,
mujhe mehsoos hota hai,
wo mere paas hai ab bhi,
wo jab jab yaad aati hai,
nigahon mein samati hai,
zuban khamosh hoti hai,
magar ye ankh roti hai,
ham khud se puch lete hain...
jise ham yaad karte hain,
use kya "PYAAR" tha hamse????
to ab ham soch lete hain,
use bhi "PYAAR" tha "SHAYAD",
isi "SHAYAD" mein basti hai,
yahan ab har khushi meri,
yahi ek lafz "SHAYAD"...
ban gaya hai zindagi meri!!!!!!
aik benaam si chahat...
-
- Senior Registered Member
- Posts: 534
- Joined: 12 Dec 2013, 11:50 pm
-
- Registered Member
- Posts: 69
- Joined: 31 Oct 2013, 7:55 pm
- -=UMARZAIN=-
- Gold Contributor
- Posts: 1420
- Joined: 11 Dec 2013, 10:53 pm
Re: aik benaam si chahat...
Udas-DiL wrote:wo ek benaam si chahat
wo ek benaam si ulfat,
wo meri jeet ka hissa,
mujhe mehsoos hota hai,
wo mere paas hai ab bhi,
wo jab jab yaad aati hai,
nigahon mein samati hai,
zuban khamosh hoti hai,
magar ye ankh roti hai,
ham khud se puch lete hain...
jise ham yaad karte hain,
use kya "PYAAR" tha hamse????
to ab ham soch lete hain,
use bhi "PYAAR" tha "SHAYAD",
isi "SHAYAD" mein basti hai,
yahan ab har khushi meri,
yahi ek lafz "SHAYAD"...
ban gaya hai zindagi meri!!!!!!

Who is online
Users browsing this forum: Claude [Bot],
Petal [Bot],
Yandex [Bot] and 14 guests