Masood wrote:Hard disk peh aa kay aap maar kha gay hein ,,,,64mb cache wali kuon naheen li
maar kha gay hain
agar mere pass Internal hard drive 64mb cache wali hoti then app phir bhi likhte ke maar kha gye hain' 128mb cache wali kyun nahin li
8 saal pehle jab 32mb cache wali hard drive li thi us waqt maximun cache main 32mb ki option hi thi Masood G
technology never stops !!!
mujhay aapki baat say ittefaq hay and I was expecting such type of reply ...2 my dear allama G!!! there are many other brands like western digital with 64mb cache.
Seagate 64mb cache kutch saal pehlay release hoi thee
DM 900 UltraHD 800HDse SIM2.10 OpenBox AS4K CI Pro
mere pass several internal hard disks moujud hain aur brands hain Western Digital and Seagate.
mere zati experience main Seagate is far better than WD.
current scenario main ho sakta hai ke WD Seagate ko compete kerti ho but my personal preferred choice is still Seagate brand.
mera apna pehla choice Seagate hay meray pass iss waqt ST2000DM001 model installed hay........did you ever check ur hard disk performance with Hard.Disk.Sentinel.Pro.v4.00?
this utility tells the usage of Hard drive ,performance and health.
DM 900 UltraHD 800HDse SIM2.10 OpenBox AS4K CI Pro
hiren utilities ki variety hard drive ko test aur analyze expert level pe kerti hai. aur main 10 years before is ko explore kerta rha hun.
afterwards is ko experience kerna chore dya reason ye thi ke jab bhi koi product purchase kerni hoti thi usi waqt ke latest products ki specifications ko consider kya jaye. technology ki field main app apne surrounding products ko continuous way main na explore ker sakte hain aur na is ki zaroorat reh jati hai after making purchase of that specific product.
anyways shouq ka koi mool nahin aur na hi koi limit