Hazaron phool hain apni jaga par ek
Tere hont ki phankri kamal ki hai
Tujhe dekh kar phool bhi sharma jaty hain
Tere charay ki taazgi kamal ki ha,
Nachty mor bhi tujhe dekh kar sharma se
Jaty hon gay, Tere paun mein pail ki khank
kamaal ki hai .... Chand sooraj yeh tou
Sab...
Mera naam taha hai faqeeri dera par mera aik shair post hoa tha
Khamuahi mein tanhai mein sakoon kitna hai
Kay aaj hum mehv guftugu khud sanjeeda say hain
Aur
Humko hosh nahi apna
Hosh hokar bhi kiyun ho apna
Hum nain kardia khud ko supard teray
Aey bekhabar kuch tu hush kar apna
Asal mein apni shairi sy muhabbat fitri cheez hoti hai aur yeh aisi hai koi apky bachy ko apna kahy tu jo dukh hota hai woi dukh jb hota hai jb lafz aur ahein apki hun aur naam kisi aur ka