Shahid Geo wrote:say some things about this tool?
some one suggestion me this tools is very good and easy use
enigma2-plugin-extensions-dflash_4.7_mips32el.rar
Depend karta hai image se compatibility hai ya nahi ye bahut old version hai . Jitna Engima2 ka kernal develop ho gya hai Mujhe nahi lagta ye kaam karta hoga .
Ab mere pass dm kisi bhi choice main nahi ke main check kar ke batoan lekin mujhe doubt ye kaam nahi karta hoga ulta kernal crash kar de ga .. phir bhi try kar lo main galat bhi ho sakta hon

sahi bhai me ne wlan py bohat kam kiya hai ager mera image ur gaya to phr se mehnat krni ho gi image py
me chahta ho ek baar nfi backup bana do jan chot jaye gi
Shahid Geo wrote:sahi bhai me ne wlan py bohat kam kiya hai ager mera image ur gaya to phr se mehnat krni ho gi image py

main ap ki baat samjh reha hon lekin ye risk to lena pare ga us ke elawa to koi hal nahi
han mere jesa banda ho to us ki baat aur hai mere samnay crash ho bhi jata to main ne us ko fix bhi kar lena . Main wesay bhi apnay image par apna hath seedha hi rukhta hon
anyway ap ek kaam karo us ki setting files ka hi back up le lo agar image crash ho jaye to setting back hi use kr lena us se bhi sab drivers save rehen ge .