DM 900uHD wrote: 18 Jun 2019, 5:50 am
Aliraza63 wrote: 17 Jun 2019, 10:14 am
Wo 920 main ne ko pack kr ke rukh dia he jis ke sath deal hui he us ne keha payment me next month kron ga . zgemma ye mera lab rat hai .. sary tajurby isi pr krta hon .zgemma ki apni flash 256mb thi . Hum flash fly pr kam kr rehe they lekin us se flash ur jati he phir us ko Rt 809 se recover kro bara masla tha .
Delphi e2 he na mera friend ( pure2 team head ) us ne ek script banya tha ke zgemma ki flash expand kaisy kr skty han (original 256mb he ) us ko hum ne sd card laga kr 16gb flash kr di.. phir us me lite si ammendment Egami team walon ne kr di me ne phir us ko nb 5 kia or zero4k me convert kr dia ye is liye ab signature ka hisa he . dono forum pr pur2 or egami pr meri post pari hogi .
aapka jawab parh ker aapki dilchuspi ka idea hota hay aur tsally be hoti hay

zigma ki flash increase kernay kay liay isska plugin naheen hay ...flash expander ? iss plugin ka role 2 same he hay na.....ya aap koee aur experiment ker rehay hein ?
aapkay newly purchased programmer nay koee aur be recovery ki hay ..Uno4Kse kay ilawa ?
Dr. ko Spain kay scrap yard say koee nawader namoona mila?
Rt 809 ka baht faida hua he 18000 waste nahi hua . Uno4k recover kia , zergmma kia . is se bara faida kia hoga me ab khul kar apny receiver ke sath " hath chalaki " karta hon .
madrid main Wehan koi shop he jo second hand/warranty claimed ya minor used/damage sat box /Led tv or dosri home appliances ka business krti ha. dr yehan dandi maar jata hai baat gol mol krta he .. dm 920 bhi warranty claimed set tha mtlab tuner replaced tha. isi tarha gigablue returend box lekin ok working tha .
Flash expander basically dm 8x series ka hai wo tab se ab tak update bhi nhi hua 2nd wo setting copy krta he or plugins copy krta he jesa skin mover or plugin mover kaam krte hen.
lekin ye ek alag cheez he . ye SE (script executor) e2 ki root ko hi sd card pr copy kr deta he receiver apni flash ko camouflage aur khud sd card ko as flash use krta he .. pics dekhen is me ap ko flash size 256 nhi 16gb show reha hoga.
Is ka sab se bara faida ye hai ap ko multiboot ke lye ziad mehnat nhi karni pare gi . flash secure hai sd card as flash kaam kr reha he agr ap ke hath se kuch kuch galat hota bhi to 400/Rs ka ek sd card hi ha na