DAILY BEAUTIFUL POETRY

Previous topicNext topic
jalilkhan
Gold Contributor
Gold Contributor
Posts: 1015
Joined: 30 Dec 2013, 7:44 pm
Location: Dera ghazi khan,Punjab,Pakistan
Been thanked: 1 time

Re: poeTrY by JaLiLKhaN

Post by jalilkhan »

Shuaq har rung raqeeb-e-sar-o-samaan nikla Qais tasweer ke parday mein bhi uryaan nikla

Zakham ne dad na di tangi e dil ki ya rab! Teer bhi seena e bismil se pur afshan nikla

Bou e gul, nala e dil, dood e chiragh e mahfil Jo teri bazm se nikla so pareshaan nikla

Dil e hasratzada tha ma'adai lazzat e dared Kaam yaron ka ba qadr-e-lab-o-dandaan nikla

Aye nau amooz e fana, himmat e dushwar pasand Sakht mushkil hai ke ye kaam bhi asaan nikla

Dil mein phir girye ne ek shuar uthaya Ghalib Aah! jo qatrah na nikla tha, so toofaan nikla !!
jalilkhan
Gold Contributor
Gold Contributor
Posts: 1015
Joined: 30 Dec 2013, 7:44 pm
Location: Dera ghazi khan,Punjab,Pakistan
Been thanked: 1 time

Re: poeTrY by JaLiLKhaN

Post by jalilkhan »

tanhayi ke mosam mein saayun ki hukoomat hai, yadun ke ujaloon ko seene se laga rakhna ratoon ko bhatakne ki deta hai sazaa mujh ko , dushwaar hai pahlu mein dil tere bina rakhna ..
jalilkhan
Gold Contributor
Gold Contributor
Posts: 1015
Joined: 30 Dec 2013, 7:44 pm
Location: Dera ghazi khan,Punjab,Pakistan
Been thanked: 1 time

Re: poeTrY by JaLiLKhaN

Post by jalilkhan »

Aansuo ke girne ki aahat nahi hoti, Dil ke tootne ki awaaz nahi hoti, Agar hota khuda ko ehsaas dard ka, to use dard dene ki Aadat nahi hoti..
jalilkhan
Gold Contributor
Gold Contributor
Posts: 1015
Joined: 30 Dec 2013, 7:44 pm
Location: Dera ghazi khan,Punjab,Pakistan
Been thanked: 1 time

Re: poeTrY by JaLiLKhaN

Post by jalilkhan »

Sochta hon tary dil main utr ky dakh lon
faraz
Kon basa ha tary dil main jo mujhy basny nahi data
jalilkhan
Gold Contributor
Gold Contributor
Posts: 1015
Joined: 30 Dec 2013, 7:44 pm
Location: Dera ghazi khan,Punjab,Pakistan
Been thanked: 1 time

Re: poeTrY by JaLiLKhaN

Post by jalilkhan »

Kuch tu he mary dard ka mafhom samajh ly
faraz
Hansta hoa chahra to_________ zamany k lye ha
jalilkhan
Gold Contributor
Gold Contributor
Posts: 1015
Joined: 30 Dec 2013, 7:44 pm
Location: Dera ghazi khan,Punjab,Pakistan
Been thanked: 1 time

Re: poeTrY by JaLiLKhaN

Post by jalilkhan »

Mere Dil Ki Kitaab Ko Parhna Kabhi Sapno Me Aake Mujh Se Milna Kabhi

Maine Duniya Sajai Hai Tere Liye Meri Nazro Ki Ummed Ban’na Kbhi

Bahut Dur Hai Sitaro Se Roshan Jahan Zara Hum Kadam Ban K Mere Sath Chalna Kabhi..!!♥♥.
jalilkhan
Gold Contributor
Gold Contributor
Posts: 1015
Joined: 30 Dec 2013, 7:44 pm
Location: Dera ghazi khan,Punjab,Pakistan
Been thanked: 1 time

Re: poeTrY by JaLiLKhaN

Post by jalilkhan »

Usy rokti bhe to kis tarhan k wo shaks itna ajeeb tha Kabhi tarap utha mari aah sy,kabhi ashk sy na pighal saka
jalilkhan
Gold Contributor
Gold Contributor
Posts: 1015
Joined: 30 Dec 2013, 7:44 pm
Location: Dera ghazi khan,Punjab,Pakistan
Been thanked: 1 time

Re: poeTrY by JaLiLKhaN

Post by jalilkhan »

Barri khamoshi he har taraf, , sahib. . . .

Kahien ishq to nahi ho gaya sub ko.
jalilkhan
Gold Contributor
Gold Contributor
Posts: 1015
Joined: 30 Dec 2013, 7:44 pm
Location: Dera ghazi khan,Punjab,Pakistan
Been thanked: 1 time

Re: poeTrY by JaLiLKhaN

Post by jalilkhan »

TUNE deewana banaya to main deewana bana Ab Mujhe hosh ki duniya mein tamasha na bana

Zauq e barbadiye dil ko bhi tu barabad na kar Dil ki ujri hui bigdi hui duniya na bana

Ishq mein deeda w dil sheesha o paimana bana Jhoom k baith gaye hum wahin maeykhana bana

Ye tamanna hai k aazad e tamanna hi rahun Dil e mayus ko manoos e tamanna na bana

Nigah e naaz se poochenge kisi din ye zaheen Tune kya kya na banaya koi kya kya na bana !!!!!!!!
jalilkhan
Gold Contributor
Gold Contributor
Posts: 1015
Joined: 30 Dec 2013, 7:44 pm
Location: Dera ghazi khan,Punjab,Pakistan
Been thanked: 1 time

Re: poeTrY by JaLiLKhaN

Post by jalilkhan »

Baton baton mn bicharnay ka ishara kr k Khud bhi roya wo bohatt hum se kinara ker k

Sochta rhta hun tanhaaee mn anjam e khulus Phir usi jurm e mohabbat ko dobara kr k

Jugmga di hn teray shehr ki galyan mn ne Apnay ashkon ko,plkon pe sitara kr k

Dekh letay hn chlo hosla apnay dil ka Aur kuch roz teray sath guzara kr k

Aik hi shehr mn rehna hai mger milna nhn Dekhtay hn ye azzyett bhi gwara kr k
Previous topicNext topic

Who is online

Users browsing this forum: No User AvatarClaude [Bot], User avatarGoogle Adsense and 11 guests