DAILY BEAUTIFUL POETRY

Previous topicNext topic
jalilkhan
Gold Contributor
Gold Contributor
Posts: 1015
Joined: 30 Dec 2013, 7:44 pm
Location: Dera ghazi khan,Punjab,Pakistan
Been thanked: 1 time

Re: poeTrY by JaLiLKhaN

Post by jalilkhan »

Na Tujhko Khabar Hui Na Zamana Samajh Saka..!!


Hum Chupke Chupke Tujh Par Kayi Baar Mar Gaye!!
jalilkhan
Gold Contributor
Gold Contributor
Posts: 1015
Joined: 30 Dec 2013, 7:44 pm
Location: Dera ghazi khan,Punjab,Pakistan
Been thanked: 1 time

Re: poeTrY by JaLiLKhaN

Post by jalilkhan »

Salam !!!!
"Har Lafz me Matlab hota hy or har Matlab me farq hota hy"

"Zindagi me 2 cheezen tootne k liye hoti hen

"SAANS OR SAATH"

SAANS totney se Insan ek bar marta hy,
SAATH totney se Insaan Bar Bar marta hy."

"WAQT OR PIYAAR"
Dono Zindagi me Ahem hote hain

WAQT kisi ka nahi hota
Or
PIYAAR Hr kisi se nahi hota."

"NEEND OR MOUT"

NEEND aadhi Mout hy,
MOUT Mukamal Neend.

"WAQT OR SAMAJH"

Ek Sath khush kismt logo ko milti hy

WAQT per Aksar Samajh nhi hoti
Or
SAMAJH Aane tk Waqt nhi Batchta."

"YAQEEN OR DUA"

YAQIN OR DUA dono Nazr nhi Aati
Lekin Na Mumkn ko Mumkn bna deti Hy...
jalilkhan
Gold Contributor
Gold Contributor
Posts: 1015
Joined: 30 Dec 2013, 7:44 pm
Location: Dera ghazi khan,Punjab,Pakistan
Been thanked: 1 time

Re: poeTrY by JaLiLKhaN

Post by jalilkhan »

Ja Chuka Hai Wo, Us Ka Safar Bhool JaKhaak Palkon Se Dho, Rahguzar Bhool JaAjnabi Ban Ke Dekh Us Ki Tasveer KoYaad Rakhne Ke Saare Hunnar Bhool JaPhir Se Aabad Kar Dil Ke Patal KoUs Ka Gaaon, Gali, Dam_O_Dar Bhool JaAorh Le Khud Pe Duniya Ki Sub RonaqenZid Na Kar, Ab Usay Chashm_E_Tar Bhool JaYaad Rakh Us Ki Baaton Ke Sub ZaiqayUs Ke Waadon Ki Lazat Magar Bhool JaPalkon Palkon Bichha Piyas Ki TairgiAankh Mein Chandni Ke Bhanwar Bhool JaUs Ke Aane Na Aane Se Ab Dar GuzarApne Hone Na Hone Ka Dar Bhool JaKhud Se Wabista Ruswayion Ki TarhUs Ki Shohrat Ki Taza Khabar Bhool JaAb To Youn Hi Keh MOHSIN Har Aik Yaar KoLamha Bhar Ke Liye Yaad Kar Bhool Ja
jalilkhan
Gold Contributor
Gold Contributor
Posts: 1015
Joined: 30 Dec 2013, 7:44 pm
Location: Dera ghazi khan,Punjab,Pakistan
Been thanked: 1 time

Re: poeTrY by JaLiLKhaN

Post by jalilkhan »

Wo Bas Raston Ka Sathi Tha Usy Akhir Bichrna ThaChalo Ab Gar Chaly Mohsin Boht Awargi Kr Li
jalilkhan
Gold Contributor
Gold Contributor
Posts: 1015
Joined: 30 Dec 2013, 7:44 pm
Location: Dera ghazi khan,Punjab,Pakistan
Been thanked: 1 time

Re: poeTrY by JaLiLKhaN

Post by jalilkhan »

Kamal_E_Zabt To Main Khud Bhi To Aazmaon GiMain Apne Hathon Se Us Ki Dulhan SajaonGiSupurd Kar Ke Use Chaandni Ke HaathonMain Apne Ghar Ke Andheron Ko Lout Aaon GiBadan Ke Karb Ko Wo Bhi Samajh Na Paaye GaMain Dil Mein Roun Gi Aankhon Mein Muskuraon GiWo Kiya Gaya Ke Rafaqat Ke Sara Lutf GayaMain Kis Se Rooth Sakon Gi Kise Manaon GiWo Aik Rishta_E_Benaam Bhi Nahin LekinMain Ab Bhi Us Ke Ishaaron Pe Sar Jhukaon GiAb Us Ka Fan To Kisi Aur Se Mansoob HuaMain Kis Ki Nazam Akele Mein GungunaonGiJawaz Dhoond Raha Tha Naya Mohabbat KaWo Keh Raha Tha Ke Main Us Ko Bhool Jaon GiSamaton Mein Ghanay Janglon Ki SaanseinHainMain Ab Kabhi Teri Aawaz Sun Na Paon G
jalilkhan
Gold Contributor
Gold Contributor
Posts: 1015
Joined: 30 Dec 2013, 7:44 pm
Location: Dera ghazi khan,Punjab,Pakistan
Been thanked: 1 time

Re: poeTrY by JaLiLKhaN

Post by jalilkhan »

Kaya Reh Gaya Hay Iss Kay Siwa Aou Meray PassYadon Ki Aaahton Mein Tunhein Dhoondta Phiroon
jalilkhan
Gold Contributor
Gold Contributor
Posts: 1015
Joined: 30 Dec 2013, 7:44 pm
Location: Dera ghazi khan,Punjab,Pakistan
Been thanked: 1 time

Re: poeTrY by JaLiLKhaN

Post by jalilkhan »

Tere Siwa Koi Mere Jazbaat Mein Nahi, Aankhon Mein Wo Nami Hai Jo Barsat Mein Nahi, Pane Ki Tujhe Koshish Bahut Ki Magar, Shayad Wo Lakeer Mere Hath Mein Nahi
jalilkhan
Gold Contributor
Gold Contributor
Posts: 1015
Joined: 30 Dec 2013, 7:44 pm
Location: Dera ghazi khan,Punjab,Pakistan
Been thanked: 1 time

Re: poeTrY by JaLiLKhaN

Post by jalilkhan »

har khushi mere pehlu me hai fir ye kami kaisi
har su jashn ki kaifiyat fir is kone me ghami kaisi
is phalte foolte ped me ye kaisi dali murjhaii hai
shayad mujhe aaj fir kisi bewafa ki yaad aai hai
jalilkhan
Gold Contributor
Gold Contributor
Posts: 1015
Joined: 30 Dec 2013, 7:44 pm
Location: Dera ghazi khan,Punjab,Pakistan
Been thanked: 1 time

Re: poeTrY by JaLiLKhaN

Post by jalilkhan »

socha tha k hum tumhe toot ker chahenge! tumko chaha bhi bahut aur toote bhi bahut. socha tha k hum khushbu banker rahenghe! hum mehnke bhi bahut aur bhikhe bhi bahut
jalilkhan
Gold Contributor
Gold Contributor
Posts: 1015
Joined: 30 Dec 2013, 7:44 pm
Location: Dera ghazi khan,Punjab,Pakistan
Been thanked: 1 time

Re: poeTrY by JaLiLKhaN

Post by jalilkhan »

Dheere dheere se ab tere pyaar ka dard kam hua,
Na tere aane ki khushi hui aur na jaane ka gam hua,
Jab log mujhse puchte hain hamari pyar ki dastaan,
Main keh deta hun ki ek fasana tha jo ab khatm hua.
Previous topicNext topic

Who is online

Users browsing this forum: No User AvatarAmazon [Bot], No User AvatarClaude [Bot], No User AvatarPetal [Bot] and 18 guests