DAILY BEAUTIFUL POETRY
-
- Gold Contributor
- Posts: 1015
- Joined: 30 Dec 2013, 7:44 pm
- Location: Dera ghazi khan,Punjab,Pakistan
- Been thanked: 1 time
Re: poeTrY by JaLiLKhaN
Talkhiyon mein dhal na jaien wasal kiuktaahaten…!Thak gaye ho to chalo phir sy juda hokar milen…!!
-
- Gold Contributor
- Posts: 1015
- Joined: 30 Dec 2013, 7:44 pm
- Location: Dera ghazi khan,Punjab,Pakistan
- Been thanked: 1 time
Re: poeTrY by JaLiLKhaN
Wo Bhi Tanha, Mein Bhi TanhaBhir Mein Har Shaqs TanhaRaat Ke Aagosh MeinKat Ta Hai Ab Waqt TanhaUngliyon Ko Yaad Hai WoUske Haatho Ki ChuuanDhund Ke Chhat Jaane PeDekha Apna Haath Tanha
-
- Gold Contributor
- Posts: 1015
- Joined: 30 Dec 2013, 7:44 pm
- Location: Dera ghazi khan,Punjab,Pakistan
- Been thanked: 1 time
Re: poeTrY by JaLiLKhaN
Kafi Arsa Beet Gaya Hai,Janey Ab Wo Kaisa Hoga …Waqt Ki Saari Karr’wi Baatain,Chup Chaap Hi Ab Sehta Hoga …Ab Bhi Bheegi Barish Mein Wo,Bin Chatri K Chalta Hoga …Mujh SeBichreyArsa Beeta,Ab Wo Kiss Se Larta Hoga …Acha Tha Jo Sath Hi Rehtay,Baad Mein Us Ne Socha Hoga …Apnay Dil Ki Sari Batain,Khud Se Khud Hi Kehta Hoga …Kafi Arsa Beeta Gaya Hai,Janey Ab Wo Kaisa Hoga …
-
- Gold Contributor
- Posts: 1015
- Joined: 30 Dec 2013, 7:44 pm
- Location: Dera ghazi khan,Punjab,Pakistan
- Been thanked: 1 time
Re: poeTrY by JaLiLKhaN
Kaise baiyan karoon mein haal-e- dil kamere lafz mere lab se niklte hi nahinbas aankhein har dam saath dete hainjo mohabbat mein lut gaye, usse bas gham hi lubhati hai
-
- Gold Contributor
- Posts: 1015
- Joined: 30 Dec 2013, 7:44 pm
- Location: Dera ghazi khan,Punjab,Pakistan
- Been thanked: 1 time
Re: poeTrY by JaLiLKhaN
Wo yada b ab k aya ha,or jaag uthi hakuhawish b,Taza Dard, sard hawa or saal ki pehli barish b…
-
- Gold Contributor
- Posts: 1015
- Joined: 30 Dec 2013, 7:44 pm
- Location: Dera ghazi khan,Punjab,Pakistan
- Been thanked: 1 time
Re: poeTrY by JaLiLKhaN
Chalo Rakhte Hain Wafa Unwan-e GuftguPhir Dekhre Hain Mehfil Mein Rehta Hai Kon Kon
-
- Gold Contributor
- Posts: 1015
- Joined: 30 Dec 2013, 7:44 pm
- Location: Dera ghazi khan,Punjab,Pakistan
- Been thanked: 1 time
Re: poeTrY by JaLiLKhaN
Hamara Dil Tuta to tuje kaya parwa…Lakin Jab tera Tutay ga tab tuje mere Yaad ae ge..!!!
-
- Gold Contributor
- Posts: 1015
- Joined: 30 Dec 2013, 7:44 pm
- Location: Dera ghazi khan,Punjab,Pakistan
- Been thanked: 1 time
Re: poeTrY by JaLiLKhaN
Ghar Hath Milatay Ho, Churana Nahi AchaHar Aik Se Phir Hath Milana Nahi AchaHo Jaye Gi Ta’amer Koi Aur Bi LekinMazboot Imarat Ko Girana Nahi AchaHar Chand Kyi Naqsh Nahi Bhaate Hain Dil KoHar Chand Koi Naqsh Mitana Nahi AchaHar Shakhs Pey Itna Bhi Bhrosa Nahi KarteHar Aik Ko Yun Raaz Btana Nahi AchaGhar Tum Ko Zarorat Ho Tu Ye Jaan Bi De DainMehfil Se Ghrebon Ko Uthana Nahi AchaYe Baat Alag Hai Ke Buray Hain Tu Hami HainKehte Hai Behr-e Toor Zamana Nahi AchaAmir Jo Kaman Main Ne Uthai Tu Wo BoleHam Jante Hain Tera Nishana Nahi Acha
-
- Gold Contributor
- Posts: 1015
- Joined: 30 Dec 2013, 7:44 pm
- Location: Dera ghazi khan,Punjab,Pakistan
- Been thanked: 1 time
Re: poeTrY by JaLiLKhaN
Milta Bi Nahi Tumhare Jesa Koi Aur IsShehr MaiHmain Kia Malom Tha Tum Aik Ho Wo Bi Kisi Aur Ke
-
- Gold Contributor
- Posts: 1015
- Joined: 30 Dec 2013, 7:44 pm
- Location: Dera ghazi khan,Punjab,Pakistan
- Been thanked: 1 time
Re: poeTrY by JaLiLKhaN
Khayal Jis Ka Tha Muje Khayal Mein Mila MujeSawal Ka Jawab Bi Sawal Mein Mila Muje
Who is online
Users browsing this forum: Claude [Bot] and 7 guests