DAILY BEAUTIFUL POETRY
-
- Gold Contributor
- Posts: 1015
- Joined: 30 Dec 2013, 7:44 pm
- Location: Dera ghazi khan,Punjab,Pakistan
- Been thanked: 1 time
Re: poeTrY by JaLiLKhaN
Kaanch Jese Hote Hain Hum Jese Tanha Logon K DilKabhi Toot Jate Hain, Kabhi Tor Diye Jate Hain...
-
- Gold Contributor
- Posts: 1015
- Joined: 30 Dec 2013, 7:44 pm
- Location: Dera ghazi khan,Punjab,Pakistan
- Been thanked: 1 time
Re: poeTrY by JaLiLKhaN
Bohat Kuch Kho Chuki Hun Ab Khone Ki Himmat Nahi Mujh MeAye Khuda Ye Kuch Log Jo Mere Hain Unhe Tu Mera Rehne De...
-
- Gold Contributor
- Posts: 1015
- Joined: 30 Dec 2013, 7:44 pm
- Location: Dera ghazi khan,Punjab,Pakistan
- Been thanked: 1 time
Re: poeTrY by JaLiLKhaN
Uska Mayaar Abhi Mujh Se Juda Hai LekinWo Bhi Bikhre Ga To Ho Jaega Mere Jesa...
-
- Gold Contributor
- Posts: 1015
- Joined: 30 Dec 2013, 7:44 pm
- Location: Dera ghazi khan,Punjab,Pakistan
- Been thanked: 1 time
Re: poeTrY by JaLiLKhaN
Tum Ko Chaha To Muhabbat Ki Samjh AaiWarna Is Lafz Ki Tareef Suna Karte The...
-
- Gold Contributor
- Posts: 1015
- Joined: 30 Dec 2013, 7:44 pm
- Location: Dera ghazi khan,Punjab,Pakistan
- Been thanked: 1 time
Re: poeTrY by JaLiLKhaN
Dikhe Hoye Hain Hmain Aur Ab Dikhao MatJo Ho Gaye Ho Fsana Tu Yaad Aao MatKhayal O Khawab Mein Parchyan Si Nachti HainAb Is Tarah Tu Meri Roh Mein SamaoMatZameen Ke Log Tu Kia Do Dilo Ki Chahat MeinKhuda Bi Ho Tu Usay Darmian Lao MatTumhara Sar Nahi Tiflan Rah Guzar Ke LiyeDyar Sang Mein Ghar Se Nikal Ke Jao MatSawaye Apne Kisi K Bhi Ho Nahi SakteHam Aur Log Hain Logo Hamain Satao MatHamare Ehad Mein Ye Rasm-e Aashqi ThehriFaqeer Ban Ke Raho Aur Sada Lagao MatWohi Likho Jo Laho Ki Zuban Se Milta HaiSukhn Ko Parda-e Alfaz Mein Chupao MatSupard Kar Hi Dia Aatish Hunar Ke TuPhirTaman Khak Hi Ho Jao Kuch Bachao Mat
-
- Gold Contributor
- Posts: 1015
- Joined: 30 Dec 2013, 7:44 pm
- Location: Dera ghazi khan,Punjab,Pakistan
- Been thanked: 1 time
Re: poeTrY by JaLiLKhaN
Tum Kun Bane They Dil Ka Sahara, Jawab DoAb Kahan Hai Wo Pyar Tumhara, Jawab DoKis Ko Tha Naaz Apni Adaon Pe Har GhariKis Ne Kia Wafa Se Kinara, Jawab DoHam To Seh Na Sake Gain Judai Ka GhamYe Qol Tha Mere K Tumhara, Jawab DoIk Taraf Zindagi, Ik Taraf Mot HaiAb Kis Taraf Karo Ge Ishara, Jawab Do
-
- Gold Contributor
- Posts: 1015
- Joined: 30 Dec 2013, 7:44 pm
- Location: Dera ghazi khan,Punjab,Pakistan
- Been thanked: 1 time
Re: poeTrY by JaLiLKhaN
Kafi Arsa Beet Gaya Hai,Janey Ab Wo Kaisa Hoga …Waqt Ki Saari Karr’wi Baatain,Chup Chaap Hi Ab Sehta Hoga …Ab Bhi Bheegi Barish Mein Wo,Bin Chatri K Chalta Hoga …Mujh SeBichreyArsa Beeta,Ab Wo Kiss Se Larta Hoga …Acha Tha Jo Sath Hi Rehtay,Baad Mein Us Ne Socha Hoga …Apnay Dil Ki Sari Batain,Khud Se Khud Hi Kehta Hoga …Kafi Arsa Beeta Gaya Hai,Janey Ab Wo Kaisa Hoga …
-
- Gold Contributor
- Posts: 1015
- Joined: 30 Dec 2013, 7:44 pm
- Location: Dera ghazi khan,Punjab,Pakistan
- Been thanked: 1 time
Re: poeTrY by JaLiLKhaN
Ghar Hath Milatay Ho, Churana Nahi AchaHar Aik Se Phir Hath Milana Nahi AchaHo Jaye Gi Ta’amer Koi Aur Bi LekinMazboot Imarat Ko Girana Nahi AchaHar Chand Kyi Naqsh Nahi Bhaate Hain Dil KoHar Chand Koi Naqsh Mitana Nahi AchaHar Shakhs Pey Itna Bhi Bhrosa Nahi KarteHar Aik Ko Yun Raaz Btana Nahi AchaGhar Tum Ko Zarorat Ho Tu Ye Jaan Bi De DainMehfil Se Ghrebon Ko Uthana Nahi AchaYe Baat Alag Hai Ke Buray Hain Tu Hami HainKehte Hai Behr-e Toor Zamana Nahi AchaAmir Jo Kaman Main Ne Uthai Tu Wo BoleHam Jante Hain Tera Nishana Nahi Acha
Who is online
Users browsing this forum: Apple [Bot],
BLEX [Bot],
Claude [Bot],
Facebook [Bot] and 13 guests