DAILY BEAUTIFUL POETRY
-
- Gold Contributor
- Posts: 1015
- Joined: 30 Dec 2013, 7:44 pm
- Location: Dera ghazi khan,Punjab,Pakistan
- Been thanked: 1 time
Re: poeTrY by JaLiLKhaN
Ik Mud’dat k baad Hum ne ye Jana “Aey Khuda”,,,,Ik teri Zaat se Ishq sacha, Baki sab AfsaneY hain
-
- Gold Contributor
- Posts: 1015
- Joined: 30 Dec 2013, 7:44 pm
- Location: Dera ghazi khan,Punjab,Pakistan
- Been thanked: 1 time
Re: poeTrY by JaLiLKhaN
Taswar Mai Tere Hmesha Makhmor Rha HonTu Mera Ham Nishain Hai Bohat Maghror Rha HonDil Ke Nigar Khane Mai Tuj Ko Sja Lia HaiYun Ulfat Ki Dunya Mai Bohat Mashor Rha HonCharcha Hai In Hwaon Mai Ab Meri Wafaon KaSab Jante Hain Ishq Mai Tere Chor Rha HonApne Jo Sabhi Khwab Thay Tere Naam Likh DiyeYun Dil Ke Hathon Apne Bohat Majbor Rha HonTere Ishq Ka Sadqa Hai Ke Jete HainAaj TakBin Tere Sanam Gham Se Bohat Ranjor Rha Hon
-
- Gold Contributor
- Posts: 1015
- Joined: 30 Dec 2013, 7:44 pm
- Location: Dera ghazi khan,Punjab,Pakistan
- Been thanked: 1 time
Re: poeTrY by JaLiLKhaN
Apni To DAASTAAN-E-ISHQ Ka Yeh Pehlu Raha,Nazrein Bhi Us se Mili Thi Jis Se Muqaddar Na Mil Saka…
-
- Gold Contributor
- Posts: 1015
- Joined: 30 Dec 2013, 7:44 pm
- Location: Dera ghazi khan,Punjab,Pakistan
- Been thanked: 1 time
Re: poeTrY by JaLiLKhaN
Ghar Se Nikal Kar Apne Tere AastanTak PuhanchoonGman Ke Rangon Mai Had-e Gman Tak PuhanchoonPhir Unhi Mosmo Ke Darmyan Chalte ChalteBaharon Se Nikalte Hoye Khazan Tak PuhanchoonRaat Tu Baqi Hai Abi Jane Ka Faisal Na KroTeri Aankhon Se Mai Ishq Ki Dastan Tak PuhanchoonKai Sadyon Se Musafat Ko Smeta Hai Mai NeTu Hi Bta De Ab Mai Aur Khan Tak PuhanchoonTuje Aangan Mai Sitaron Ki Tarah Sjane Ke LiyeZmeen Pe Rang Sjaon Aur Asamn Tak Pohchon
-
- Gold Contributor
- Posts: 1015
- Joined: 30 Dec 2013, 7:44 pm
- Location: Dera ghazi khan,Punjab,Pakistan
- Been thanked: 1 time
Re: poeTrY by JaLiLKhaN
Tumhare Siwa Kuch Na Chahat Karen GeKe Jab Tak Jiye Gai Mohabat Karen GeMehakne Lge Ga Badan Ye TumharaHam Aankhon Se Aesi Shirart KarenGeSaza Rab Jo De Ga Wo Manzoor Ham KoKe Ab Ham Tuhmari Ibadat Karen Ge
-
- Gold Contributor
- Posts: 1015
- Joined: 30 Dec 2013, 7:44 pm
- Location: Dera ghazi khan,Punjab,Pakistan
- Been thanked: 1 time
Re: poeTrY by JaLiLKhaN
Raat Guzre Gay Gi Tu Rakh Le Gay Barham Aaj K BadHam Na Ayen Gay Kabi Shehr Mai Tere Aj K BadWo Tere Shairon Aur Ghazlon Mai Kho Sa JanaAb Na Parh Payen Gay Dewan Tere Aaj K BadMuj Ko Lafzon Mai Sja K Jo Kabi Likhe ThayHont Wo Geet Na Gayen Gay Aaj K BadSham Aye Gi Tu Phir Chand Bi BtlaeGa HmainWo Na Jhanke Ga Kabi Ghar Mai Tere Aaj K BadTere Chehre Pe Meri Nazron Ne Jo Bandha Tha HisarRukh Roshan Pe Na Ho Gi Wo Sehar Tere Aaj K Bad
-
- Gold Contributor
- Posts: 1015
- Joined: 30 Dec 2013, 7:44 pm
- Location: Dera ghazi khan,Punjab,Pakistan
- Been thanked: 1 time
Re: poeTrY by JaLiLKhaN
Jab Sath Uska Chaha Tu Sham-o Sehar MilaMuj Ko Mere Naseeb Ka Aesa Samar MilaThi Zindagi Mai Dhop Ki Chadar TaniHuiSaya Dia Hai Ishq Ka Aesa Shjar MilaYun Dard Ke Sehra Mai Ulji Thi Har KhushiAangan Mai Khushian Bars Gyen Aesa Abar MilaWera Sahlon Pe Thi Tanhaian Ik SazaAb Raste Amar Hai K Aesa Sfar MilaTha Raat Ki Khamoshion Mai Dard Ka ZeharAb Roshan Hui Fazain K Aesa QamarMila
-
- Gold Contributor
- Posts: 1015
- Joined: 30 Dec 2013, 7:44 pm
- Location: Dera ghazi khan,Punjab,Pakistan
- Been thanked: 1 time
Re: poeTrY by JaLiLKhaN
Safr K Waste Kuch Asbab Aj Day DaloBohat Se Duain Aur Naye Khawab Day DaloMere Ghamon Ne Mere Chiraghon Ko Buja Rakha HaiRah Mai Roshni Ke Liye Kuch Mahtab Aaj De DaloWaqt Ki Aag Ne Jism Ko Jila Ke Khak KiaKafn Ke Waste Thora Sa Kamkhwab Aaj De DaloMuje Sanam Ke Huzor Jane Ke Waste YaaroPe Ke Na Behkon Aesi Shrab De DaloTumhare Ishq Mai Yun Khoya Ke Khuda Na Yaad RhaMere Sab Sajdo Ko Mimbar-o Mehrab De Dalo
-
- Gold Contributor
- Posts: 1015
- Joined: 30 Dec 2013, 7:44 pm
- Location: Dera ghazi khan,Punjab,Pakistan
- Been thanked: 1 time
Re: poeTrY by JaLiLKhaN
Tere Lehje mai Mohabat Ka Assar main DekhoonAankhein Teri Hon Un Se Mgar Mai DekhonKhof Ata Hai K Ab Anjam-e Safar KiaHo GaHar Ik Darya mai Be Reham Bhanwar Mai Dekhon
Who is online
Users browsing this forum: Ahrefs [Bot],
BLEX [Bot],
Claude [Bot],
Yandex [Bot] and 7 guests