DAILY BEAUTIFUL POETRY
-
- Gold Contributor
- Posts: 1015
- Joined: 30 Dec 2013, 7:44 pm
- Location: Dera ghazi khan,Punjab,Pakistan
- Been thanked: 1 time
Re: poeTrY by JaLiLKhaN
Ye ishqJis k qehar sy darta hai ZamanaKambakht mery sabar kay Tukrron py Palaa hai…!!
-
- Gold Contributor
- Posts: 1015
- Joined: 30 Dec 2013, 7:44 pm
- Location: Dera ghazi khan,Punjab,Pakistan
- Been thanked: 1 time
Re: poeTrY by JaLiLKhaN
Ishq K Dhaon Mai Pro K MujayHansane Ka Keh Gya Hai Wo Ro K MujayBe Chain Sorat Us Ki Aa Jati HaiAata Nahi Chain Ab So K MujayAanson Ke Pani Se Kar Ke WuzuDekhta Hai Wo Aankhain Bhigo K MujeTa’ane Tashne Be Kasi Be Kali Be DiliBohat Kuch Mila Tera Ho K MujeAanson Us Ke Main Ne Ponche AnjumBehla Rha Tha Jab Wo Ro K MujeRelated Posts:
-
- Senior Registered Member
- Posts: 603
- Joined: 08 Feb 2014, 6:58 pm
Re: DAILY BEAUTIFUL PEOTRY BY
Thokar Lagi To MuQaddar Pe Ja Gira,,
Phir Huwa yoon Aaina Pathar Pe Ja Gira,,
Ehsaas e Farz Jab Bhi Huwa Neend Aagai,,
Chalna Tha Pul e Sirat Pe Bistar Pe Ja Gira,,
Bazi Muhabatoon Ki Jahalat Ne Jeet Li,,
Wo Ban Gaya Khateeb Jo Nunabar Pe Ja Gira,,
Khushbo Qusoor War Nahi Usey Chor Do,,
Main Phool Tor'ta Hua Kantoon Pe Ja Gira,,
Saharoon Mein Liye Phira ♥IQBAL♥ Pani Ki Justajo,,
Jab Pyaas Marr Gayi To Samundar Pe Ja Gira…§
Phir Huwa yoon Aaina Pathar Pe Ja Gira,,
Ehsaas e Farz Jab Bhi Huwa Neend Aagai,,
Chalna Tha Pul e Sirat Pe Bistar Pe Ja Gira,,
Bazi Muhabatoon Ki Jahalat Ne Jeet Li,,
Wo Ban Gaya Khateeb Jo Nunabar Pe Ja Gira,,
Khushbo Qusoor War Nahi Usey Chor Do,,
Main Phool Tor'ta Hua Kantoon Pe Ja Gira,,
Saharoon Mein Liye Phira ♥IQBAL♥ Pani Ki Justajo,,
Jab Pyaas Marr Gayi To Samundar Pe Ja Gira…§
-
- Gold Contributor
- Posts: 1015
- Joined: 30 Dec 2013, 7:44 pm
- Location: Dera ghazi khan,Punjab,Pakistan
- Been thanked: 1 time
Re: poeTrY by JaLiLKhaN
Ghar Bna Kar Mere Dil Mai Wo Chor GyaNa Khud Rehta Hai Na Kisi Aur Ko Basne Deta Hai
-
- Gold Contributor
- Posts: 1015
- Joined: 30 Dec 2013, 7:44 pm
- Location: Dera ghazi khan,Punjab,Pakistan
- Been thanked: 1 time
Re: poeTrY by JaLiLKhaN
Uth Kar Tu Aa Gaye Hain Teri Bazm Se MagarKuch Dil Hi Janta Hai Keh Kis Dil Se Aye Hain
-
- Gold Contributor
- Posts: 1015
- Joined: 30 Dec 2013, 7:44 pm
- Location: Dera ghazi khan,Punjab,Pakistan
- Been thanked: 1 time
Re: poeTrY by JaLiLKhaN
Nikal Do Sene Se Kambakhat Hai YeDilMohabat, Mohabat, Mohabat Laga Rakhi Hai
-
- Gold Contributor
- Posts: 1015
- Joined: 30 Dec 2013, 7:44 pm
- Location: Dera ghazi khan,Punjab,Pakistan
- Been thanked: 1 time
Re: poeTrY by JaLiLKhaN
Wo Tere Naseeb Ki Barishain Kisi Aur Chat Par Baras GayiDil e BeNaseeb Meri Baat Sun, UsayBhol Ja, Usay Bhol Ja
-
- Gold Contributor
- Posts: 1015
- Joined: 30 Dec 2013, 7:44 pm
- Location: Dera ghazi khan,Punjab,Pakistan
- Been thanked: 1 time
Re: poeTrY by JaLiLKhaN
Jis Nagar Bi Jao Qisse Hain Kambakhat Dil KeKoi Le Ke Ro Raha Hai Koi De Ke Ro Raha Hai
Who is online
Users browsing this forum: Amazon [Bot],
Apple [Bot],
Claude [Bot],
Facebook [Bot],
Google Adsense,
trendiction [Bot] and 11 guests