Sabar Ki 2 Surtain Hain.
1- Jo Na Pasand Ho Usay Bardasht
Karna.
2- Jo Pasand Ho Uss Ka Inteza
** حضرت علی علیہ السلام فرماتے ھیں **
-
- Registered Member
- Posts: 142
- Joined: 10 Sep 2014, 10:21 am
-
- Registered Member
- Posts: 142
- Joined: 10 Sep 2014, 10:21 am
Re: ** حضرت علی علیہ السلام فرماتے ھیں **
Zindagi ko. ZARURIAT
Mein Rakho. KHWAISHAT Ki Taraf Na Le Jao kiyun k Zaruriyat Faqiro'n ki b
Puri Hoti Hyn. Aur. Khwaishei 'n Badshahon. Ki b Baqi Reh Jati Hyn"
Hazrat Ali a.s
-
- Registered Member
- Posts: 142
- Joined: 10 Sep 2014, 10:21 am
Re: ** حضرت علی علیہ السلام فرماتے ھیں **
Kabhi b
Kamyabi ko dimaagh me aur
Nakami ko dil mei jaga na
dena, kuyn k, Kamyabi
dimaagh mei takabur aur
Nakami dil mei mayusi peda kr
deti hy
(Hazrat Ali A.S)

Imam Ali Raza a.s
Jis shks ki beenaai (eyesight) zaeef ho gae ho isey laazim hai k sotey waqt 4 silayan daahni (right) aur 3 silayan baayen (left) aankh men surmey ki lagaya karey
Tib e imam Ali Raza A.S.

mam Ali Raza a.s
Dimaghi kaam karney walon ko doodh ka istemaal ziada karna chahiye. Anaaj kam miqdaar men khaya jaey aur machli, anda, gosht, tarkaariyan aaur phal waghera ziada.

Jab Tum Duniya Ki Muflasi Se Tang Aa Jao
Aur Rizq Ka Koi Rasta Na Niklay
To Sadqa De Kar ALLAH Se Tijaarat Karo.”
“Hazrat Ali (A.S.)”
Aur Rizq Ka Koi Rasta Na Niklay
To Sadqa De Kar ALLAH Se Tijaarat Karo.”
“Hazrat Ali (A.S.)”
-
- Registered Member
- Posts: 142
- Joined: 10 Sep 2014, 10:21 am
Re: ** حضرت علی علیہ السلام فرماتے ھیں **
" Hazrat ALI (A . S )
se Ksi shakhs Ny Pucha :Main
Bohat Koshish Krta hoon " Namaz-
E - Subah"
Parhon Mgr Uthta Nahi ?
HAZARAT ALI ( A .S ) ne Farmaya,
Yeh Neend Ki Waja Nahi Balky
Tum
Jo Saray Din Main " Gunah"
Krty Ho wo Tmhare
" Gardan" Main Tok,
Hathon main Hathkari Or Paon
Main Bairiyan Bandh Kr Tmhy
Uthney Nhe Daitay."

Mujhy Afsos Is Bat Pe hota Hai K Insan
ashraful makhloqat hai phir bhi Insano K
Jagnay Se Pehly
Parinday Jag Jaty Hain
HAZRAT ALI (A.S)
ashraful makhloqat hai phir bhi Insano K
Jagnay Se Pehly
Parinday Jag Jaty Hain
HAZRAT ALI (A.S)
-
- Registered Member
- Posts: 142
- Joined: 10 Sep 2014, 10:21 am
Re: ** حضرت علی علیہ السلام فرماتے ھیں **
Hazrat RasulAllah [saw] ☞
"Aye Ali (as) Agar koi Banda
Hazrat Nooh (as) ki Umar ke
Brabar Allah (swt) ki Ibadat
kare Aur Ohad ke Pahaad ke
Brabar Sona (Gold) Allah (swt)
ki Raah Me kharch kare, Aur
Paidal 1000 Haj kare, Safa-O-
Marwa ke Darmiyan
Mazloomiyat
ke Aalam Me Mar Jaye,,,
Magar Aey Ali (as) Agar tari
MOHABBAT us ke Dil Me Nhi to
wo
Jannat to Kya Jannat ki
khushbo Bhi Nhi Songh
Payega."
Reference ☞ SAMRAT-UL-HAYAT,
Jild ☞ 2 Page ☞ 240
[2] BIHAR-UL- ANWAR, Jild: 7

Farman-e-Hazrat Ali (A.S)*****
Koi GUNAH Lazat k lye mat krna que k Lazat khatam ho jaegi GUNAH baqi rahega or koi NEKI taklif ki waja se mat chorna que k taklif khatam ho jae gi NEKI baqi rahegi..
Koi GUNAH Lazat k lye mat krna que k Lazat khatam ho jaegi GUNAH baqi rahega or koi NEKI taklif ki waja se mat chorna que k taklif khatam ho jae gi NEKI baqi rahegi..
Who is online
Users browsing this forum: Claude [Bot] and 5 guests