Muskurahat, 2 anmol khazane hain,
Pehle ko apne tak mehdud rakho,
Aur doosre ko logon par nichawar kardo - Hazrat Ali (R.A)
** حضرت علی علیہ السلام فرماتے ھیں **
-
- Registered Member
- Posts: 142
- Joined: 10 Sep 2014, 10:21 am
-
- Registered Member
- Posts: 142
- Joined: 10 Sep 2014, 10:21 am
Re: ** حضرت علی علیہ السلام فرماتے ھیں **
ALLAH k ilawa Kisi Se Sawal Na Kro Kiun K Agar US Ne Ata Krdia Tou Tumhy Izat Dar Bana Dayga, Or Agar US ne Hath Rok Lia Tou (Bhi Tumhari Izaat Ki) Hifazat krega.
Hazrat Ali (A.S)
Hazrat Ali (A.S)
-
- Registered Member
- Posts: 142
- Joined: 10 Sep 2014, 10:21 am
Re: ** حضرت علی علیہ السلام فرماتے ھیں **
Hazrat Muhammad (S,A.W.W.) said
“Jo shakhs dastar khawan se
khanay k Giry huy Tukry
Utha KR Khay Ga
wo khabi Tang das nahi ho Ga, us ki olad or olad ki olad kam aqli say mehfooz rehti ha”
REFERENCE
(Adab-e-Taam).
“Jo shakhs dastar khawan se
khanay k Giry huy Tukry
Utha KR Khay Ga
wo khabi Tang das nahi ho Ga, us ki olad or olad ki olad kam aqli say mehfooz rehti ha”
REFERENCE
(Adab-e-Taam).
-
- Registered Member
- Posts: 142
- Joined: 10 Sep 2014, 10:21 am
Re: ** حضرت علی علیہ السلام فرماتے ھیں **
Azmat k 4 Minaron k 4 Azeem Aqwal:
Insan Khud Azeem Nhi Hota Bal’K UsKa Kirdar Azeem Hota He,
Hazrat Abu Bakar Siddiq R.Z
Ghuse Ki Halat Men Insaf Krna Mushkil Hota he,
Hazrat Umer Farooq R.Z
Zindgi Ka Koi Maqsad Banalo Phir Apni Sari Taqat Us k Husool Pr Lagado Tum Zaror Kamyab Hojaoge,
Hazrat Usman Ghani R.Z
Jo Shakhs Tumhari Nigahon Se Tumhari Zarorat Ko Samjh Nhi Skta, Us se Kuch Mang Kr Khud Ko Shrminda Na Kro,
Hazrat Ali R.Z…

Tumharay” NAFS” ki qeemat “Jannat” hai,issay “Jannat” se kum qeemat pe na baichna. (Hazrat ALI “R.A”)
-
- Registered Member
- Posts: 142
- Joined: 10 Sep 2014, 10:21 am
Re: ** حضرت علی علیہ السلام فرماتے ھیں **
“Kabi b kamyabi ko dimagh me or nakami ko dil me Jaga na dena
Qk Kamyabi Dimagh me Takabbur or Nakami dil me Mayusi peda kr Deti hi”.
HAZRAT ALI (as)
Qk Kamyabi Dimagh me Takabbur or Nakami dil me Mayusi peda kr Deti hi”.
HAZRAT ALI (as)
-
- Registered Member
- Posts: 142
- Joined: 10 Sep 2014, 10:21 am
Re: ** حضرت علی علیہ السلام فرماتے ھیں **
“Jism aik dukan hai or Zuban ous ka tala hai.
Tala khulta hai to maloam hota hai k Dukan Sonay ki hy ya Koilay ki.”
HAZRAT ALI (R.A)
Tala khulta hai to maloam hota hai k Dukan Sonay ki hy ya Koilay ki.”
HAZRAT ALI (R.A)
-
- Registered Member
- Posts: 142
- Joined: 10 Sep 2014, 10:21 am
Re: ** حضرت علی علیہ السلام فرماتے ھیں **
“Musibat main ho to kabhi yeh na socho k kon sa dost kaam aye ga?
Balkay yeh socho k…
Ab Kon sa dost chor kar jayega?”
—HAZRAT ALI

Jis ne tmhare sath burayi ki ho,
uske sath tum ehsaan kar k uska badla de do,
kyun k ehsaan bad-zubaano ki zubaan band karta he.!
Hazrat ALI (R.A)
uske sath tum ehsaan kar k uska badla de do,
kyun k ehsaan bad-zubaano ki zubaan band karta he.!
Hazrat ALI (R.A)
Who is online
Users browsing this forum: Amazon [Bot],
Apple [Bot],
Claude [Bot],
trendiction [Bot],
Yandex [Bot] and 5 guests