EMAAN” Ek darakht hai,
“YAQEEN” is ki jarr,
“TAQWA” is ki shaakh,
“HAYA” is ka noor
or
“SAKHAWAT” is ka phal hai…
(Hazrat Ali a.s)
** حضرت علی علیہ السلام فرماتے ھیں **
-
- Registered Member
- Posts: 142
- Joined: 10 Sep 2014, 10:21 am
-
- Registered Member
- Posts: 142
- Joined: 10 Sep 2014, 10:21 am
Re: ** حضرت علی علیہ السلام فرماتے ھیں **
2 Chizen Aisi Hain Agar in ki Khatir Khoon K Aanso Roya Jae To bhi Kam Hai.
1 : Jawani..,
2 : Sache Dost…,
Hazrat ALI (A.S)
1 : Jawani..,
2 : Sache Dost…,
Hazrat ALI (A.S)
-
- Registered Member
- Posts: 142
- Joined: 10 Sep 2014, 10:21 am
Re: ** حضرت علی علیہ السلام فرماتے ھیں **
MAFI Mangna”
Ye Zahir Nhi Krta K Ap Ghalat Aur 2sra Sahi Hai.
Balke Ye Zahir Krta Hai K Ap K “RISHTE” Ki Ahmiyat Ap Ki ANA Se Barh Kar Hai…
(HAZRAT ALI A.S)

Hazrat Ali:
jo tumhein khushi mein yad aye
samjho, tum us se muhabbat
karte ho
or jo tumhein ghum mein yad
aye to samjho, wo tum se
nuhabbat karta hai.

Jab koi dost
Tumko apna Raaz Bataye to yeh
samjh lena,
k Wo
Apni izat tum ko Amanat deta h
Us me kbhi
Khiayanat na krna
HAZRAT ALI (R.A)

Mujhy Afsos Is Bat Pe hota Hai K Insan ashraful makhloqat hai phir bhi Insano K Jagnay Se Pehly
Parinday Jag Jaty Hain
HAZRAT ALI (A.S)
Parinday Jag Jaty Hain
HAZRAT ALI (A.S)
-
- Registered Member
- Posts: 142
- Joined: 10 Sep 2014, 10:21 am
Re: ** حضرت علی علیہ السلام فرماتے ھیں **
(Nice Words)
Dunya tumhain us waqat tak nahi hra skti jb tak tum khud sy na haar jao.
(Hazrat Ali r.a)
Hathyaron sy jang to jeti ja skti hy mgr dil nahi,dil to kirdar sy jetay jaty hain. Imam Hussain.

Dunia Dar Logon Ki Sohbat Ikhtiar Na Kar Q K Agar Tu Tang Dast Howa To Ye Tujhy Chhor Daingy Or Dolat Mand Howa To Tujh Sy Hasad Kraingy... Hazrat Ali (R.A)
-
- Registered Member
- Posts: 142
- Joined: 10 Sep 2014, 10:21 am
Re: ** حضرت علی علیہ السلام فرماتے ھیں **
Zndgi ki Asal khoobsurti
ye nahin k tum kitne khush ho,
balke zindgi ki asal khoobsurti
to ye h k doosre tum se kitna khush hain
Imam ALI (a.s
ye nahin k tum kitne khush ho,
balke zindgi ki asal khoobsurti
to ye h k doosre tum se kitna khush hain
Imam ALI (a.s
-
- Registered Member
- Posts: 142
- Joined: 10 Sep 2014, 10:21 am
Re: ** حضرت علی علیہ السلام فرماتے ھیں **
Dunia Dar Logon Ki Sohbat
Ikhtiar Na Kar Q K Agar Tu Tang
Dast Howa To Ye Tujhy Chhor
Daingy Or Dolat Mand Howa To
Tujh Sy Hasad Kraingy... Hazrat
Ali (R.A)
Ikhtiar Na Kar Q K Agar Tu Tang
Dast Howa To Ye Tujhy Chhor
Daingy Or Dolat Mand Howa To
Tujh Sy Hasad Kraingy... Hazrat
Ali (R.A)
Who is online
Users browsing this forum: Claude [Bot],
Petal [Bot] and 6 guests