abdul qadoos wrote: ↑12 Nov 2018, 11:40 am
bhai ap nay bo khani gol mol suan de koi sachi bt krin jis mein koi dam bi ho idr udr ki bt kr rhy hian
bhai baat sachi hi ki hai bean strong hona chahye aur satellite indian nahi hoskti aur iske ilawa 95 52.5 aur 38 hi bachti hain baki sab jagah log tukke hi lga rhe hain bhai ne asiasat bhi jordi to han ye bhi hoskti hai aur her woh satellite jo indian nahi aur Pakistan main strong beam rkhti hai baki real details shayad abhi kisi k pass nahi licence ki bidding k bad bhi ijazat nahi di thi kisi ko daikhte hain aage kia hota hai jo ho acha aur sasta ho to acha hai
95e Aur 52.5e Kei Illawa Inn Sattelites Kei Footprint Kaafei Strong Hai Pakistan Mein
38.5E
113E
45E
116E
Starsat 2000 Extreme HD
Starsat 2000 Hyper HD Sony KD49X8500B Shabir 8-Feet Motorized (With Auto Positioner)
Coverage:-115E To 3.1E Fixed=105E(C),95E+93.5E(KU),91.5E(C),38.5E(C+KU),26E(KU),13E(KU),9E(KU)
abdul qadoos wrote: ↑12 Nov 2018, 11:40 am
bhai ap nay bo khani gol mol suan de koi sachi bt krin jis mein koi dam bi ho idr udr ki bt kr rhy hian
bhai baat sachi hi ki hai bean strong hona chahye aur satellite indian nahi hoskti aur iske ilawa 95 52.5 aur 38 hi bachti hain baki sab jagah log tukke hi lga rhe hain bhai ne asiasat bhi jordi to han ye bhi hoskti hai aur her woh satellite jo indian nahi aur Pakistan main strong beam rkhti hai baki real details shayad abhi kisi k pass nahi licence ki bidding k bad bhi ijazat nahi di thi kisi ko daikhte hain aage kia hota hai jo ho acha aur sasta ho to acha hai
95e Aur 52.5e Kei Illawa Inn Sattelites Kei Footprint Kaafei Strong Hai Pakistan Mein
38.5E
paksat 38e.png
113E
koreasat 5a.png
45E
azerspace 2 45e.png
116E
abs 7a 116e.png
bilkul thk inmain se kisi bhi satellite per askta hai
Bhai dth koi aisi cheez nh jo aye aur chaa Jaye. Dth ko establish hone me kuch saal lag jatay hain. Iss waqt pakistan me pathar ka dour chal rha h yani we r still using cable TV to ab ap khud socho cable TV py konsa International channel pakistan me aana chahe gay. Dth ek boht achi shuruaat h. Discovery nat geo animal planet cartoon network nick sony pictures, star network kya ye Saray Indian channels hain? Ye foreign channels hain ye sab aur ye pori dunya me apni services provide krtay hain ab dekhna ye k kya ye channels pak dth main koi interest letay hain agr in channels ne yahan py interest lia to samjh ye channels pakistan me ayengy bhi aur yahan py content bhi bnyegay jese India me ye channels kaam kr rhy hain wese hi Europe Korea Japan me bhi kaam kr rhy hain. Aur Indian dth bhi foreign channels ki waja se chal rha h agr Indian channels se ye Saray foreign channels nikal do to baqi unky paas bollywood aur saas bahu bach jayega.
Jahan pr digital Cabel hai wo or strong ho jay ge DTH start hone k bad ..dth ka rate b zaida ho ga or hr ghr main 1 box 2nd use kro to dubble charge ho ga.cabel ka bs box Lena hain bill 1 he hoga..or dth or jo b hoga wo digital Cabel pr b.or digital Cabel waly koy b chanbels chla skty hain ap ke choice pr just ap k box pr ..dth limited ho ga.
Jahan pr digital Cabel hai wo or strong ho jay ge DTH start hone k bad ..dth ka rate b zaida ho ga or hr ghr main 1 box 2nd use kro to dubble charge ho ga.cabel ka bs box Lena hain bill 1 he hoga..or dth or jo b hoga wo digital Cabel pr b.or digital Cabel waly koy b channels chla skty hain ap ke choice pr just ap k box pr ..dth limited ho ga.
ali03000345 wrote: ↑12 Nov 2018, 9:26 am
PAK DTH DETAILED NEWS
Bhai aaj kal her jagah Pakistan k dth ki news chal rhi hai lakin koi bhi thk nahi sab apni apni kahaniyan suna rhe hain to main ne bhi eik info share krne ka socha baat thori detail main hai lakin ager puri parhi to kuch ki samajh main zarur ajayegi.
Order agaye hain k 21 din mian dth launch kia jaye ya koi aur alternate diajaye bs iske bad logon ne apni taraf se 45 38 97 83 aur bhi kai satellites per pak dth launch krna shuru krdia lakin aysa ho to nahi skta.
Pemra k pass do option hain ya launch kare ya kuch aur kare lakin kuch aur kia ager DVB-T deti hai to usmain bhi khrcha aur bosters lgane honge jo 21 din main nahi hoskta DVB-C cable hota hai jo pehle chal rha hai Analog aur Digital dono aur ager smart apps lati hai chahe mobile companies ko paband kare k free chalain channels to ye bhi sab ke liye nahi hai to end main dth hi launch krna hoga ismain bhi do options hain k ya to apni satellite per
launch kare ya share kare apni koi hai nahi aur Paksat 38 per launch kare ye teeno companies k liye mumkin nahi lakin eik ho skta hai wahan launch krle dusre ager kahin aur launch krti hai to woh share karegi satellite aur tb ye daikhna hoga k kahan launch kia jaye jo satellites Pakistan k reagion main receive hoti hain unmain ziada indian satellites hain aur Pakistan apne liye koi beam open krwane ka kharcha nahi karega is surat main 95 bachti hai jo yahan per pehle se receive horhi hai beam ager apne liye ho to ye faida hota hai k 1ft dish per bhi channels askte hain ab bachti 38 aur 95 hi hain 95 per abhi ses12 start honi hai aur suna yahi hai k iska beam kafi area cover karega aur Pakistan ager is per apna dth lata hai to Pakistan ko bohot faida hoga kiun k dusre area main bhi receive ho skega aur paisa Pakistan ayega to end ye k ya 38 ya 95 per pak dth ana chahye
Bhai ki Post se yahi lag raha hai keh Bhai ko khud itna kuch nahi pata.
Details lene keliay post ki hai.

ji bilkul mujhe kia kisi ko bhi nahi pta aur yahi likha hai ismain srf possibilities btai gai hain aur baki sabne apni apni rai di hai

Filhal MianAbid bhai, Umair bhai ne aur baqion ne jo info di hain us pe guzara kren. Aur 2 se 3 months wait kren sab kuch samne a jaey ga. Jald bazi na kren.