PAK DTH DETAILED NEWS
Bhai aaj kal her jagah Pakistan k dth ki news chal rhi hai lakin koi bhi thk nahi sab apni apni kahaniyan suna rhe hain to main ne bhi eik info share krne ka socha baat thori detail main hai lakin ager puri parhi to kuch ki samajh main zarur ajayegi.
Order agaye hain k 21 din mian dth launch kia jaye ya koi aur alternate diajaye bs iske bad logon ne apni taraf se 45 38 97 83 aur bhi kai satellites per pak dth launch krna shuru krdia lakin aysa ho to nahi skta.
Pemra k pass do option hain ya launch kare ya kuch aur kare lakin kuch aur kia ager DVB-T deti hai to usmain bhi khrcha aur bosters lgane honge jo 21 din main nahi hoskta DVB-C cable hota hai jo pehle chal rha hai Analog aur Digital dono aur ager smart apps lati hai chahe mobile companies ko paband kare k free chalain channels to ye bhi sab ke liye nahi hai to end main dth hi launch krna hoga ismain bhi do options hain k ya to apni satellite per
launch kare ya share kare apni koi hai nahi aur Paksat 38 per launch kare ye teeno companies k liye mumkin nahi lakin eik ho skta hai wahan launch krle dusre ager kahin aur launch krti hai to woh share karegi satellite aur tb ye daikhna hoga k kahan launch kia jaye jo satellites Pakistan k reagion main receive hoti hain unmain ziada indian satellites hain aur Pakistan apne liye koi beam open krwane ka kharcha nahi karega is surat main 95 bachti hai jo yahan per pehle se receive horhi hai beam ager apne liye ho to ye faida hota hai k 1ft dish per bhi channels askte hain ab bachti 38 aur 95 hi hain 95 per abhi ses12 start honi hai aur suna yahi hai k iska beam kafi area cover karega aur Pakistan ager is per apna dth lata hai to Pakistan ko bohot faida hoga kiun k dusre area main bhi receive ho skega aur paisa Pakistan ayega to end ye k ya 38 ya 95 per pak dth ana chahye
PAK DTH DETAILED NEWS
-
- Senior Registered Member
- Posts: 913
- Joined: 15 Dec 2017, 9:21 am
- Has thanked: 57 times
- Been thanked: 98 times
-
- Registered Member
- Posts: 174
- Joined: 08 Oct 2013, 4:27 pm
- Been thanked: 17 times
Re: PAK DTH DETAILED NEWS
AOA,
Bhaai Jaan apki baat main kio sachayee nahi hai
DTH bidding 2016 main ho chuki hai
Supreme court nain April May main stay khatam kar dia thaa Lahore High Court ka
Ajkal main license mil jaye gaa
Shahzad Sky and Mag DTH Pak pe aye gii
Startimes Asiasat pe
aur koi detail chayie to batana STB,s tak final ho chukay hai encryption tak
sab ready hai janab
Bhaai Jaan apki baat main kio sachayee nahi hai
DTH bidding 2016 main ho chuki hai
Supreme court nain April May main stay khatam kar dia thaa Lahore High Court ka
Ajkal main license mil jaye gaa
Shahzad Sky and Mag DTH Pak pe aye gii
Startimes Asiasat pe
aur koi detail chayie to batana STB,s tak final ho chukay hai encryption tak
sab ready hai janab
-
- Senior Registered Member
- Posts: 913
- Joined: 15 Dec 2017, 9:21 am
- Has thanked: 57 times
- Been thanked: 98 times
Re: PAK DTH DETAILED NEWS
wsalam
bhai main ne kub kaha bidding nahi hui aur isi wajah se main ne likha tha jo complete perhega usmain se kuch ko zaror samajh ajayega bhai main ne bhi 38 ka likha hai aur teeno companies ka btaya hai bs aapne asiasat aur jor dia ho skta hai us per bhi ajaye aur ho skta hai na aye 21 di main jo bhi hoga pta chal jayega
wese aapke pass ager sari detail hai to sabke sath share karain channels list box specifications etc
bhai main ne kub kaha bidding nahi hui aur isi wajah se main ne likha tha jo complete perhega usmain se kuch ko zaror samajh ajayega bhai main ne bhi 38 ka likha hai aur teeno companies ka btaya hai bs aapne asiasat aur jor dia ho skta hai us per bhi ajaye aur ho skta hai na aye 21 di main jo bhi hoga pta chal jayega
wese aapke pass ager sari detail hai to sabke sath share karain channels list box specifications etc
-
- Registered Member
- Posts: 174
- Joined: 08 Oct 2013, 4:27 pm
- Been thanked: 17 times
Re: PAK DTH DETAILED NEWS
Dear,
SS & MDTH will used Pak sat and ST will used Asiasat
licence 18 SE 20 TAK MIL JAYE
channels wohi hain jo pemra approved hain
SS & MDTH will used Pak sat and ST will used Asiasat
licence 18 SE 20 TAK MIL JAYE
channels wohi hain jo pemra approved hain
-
- Senior Registered Member
- Posts: 913
- Joined: 15 Dec 2017, 9:21 am
- Has thanked: 57 times
- Been thanked: 98 times
Re: PAK DTH DETAILED NEWS
matlb aap kehna chahtehain k cable lgalo ya dth eik baat hogi bhai dth ayega to extra channels bhi aaninge Pakistani channels k ilawa aur aapki baat se yahi lag rha hai k srf suni hui baat per comment krdia hai k jo pouchna hai pouchlo details nahi hain aapke pass
-
- Registered Member
- Posts: 123
- Joined: 23 Oct 2018, 12:17 pm
- Has thanked: 38 times
- Been thanked: 15 times
Re: PAK DTH DETAILED NEWS
bhai ap nay bo khani gol mol suan de koi sachi bt krin jis mein koi dam bi ho idr udr ki bt kr rhy hian
-
- Senior Registered Member
- Posts: 913
- Joined: 15 Dec 2017, 9:21 am
- Has thanked: 57 times
- Been thanked: 98 times
Re: PAK DTH DETAILED NEWS
bhai baat sachi hi ki hai bean strong hona chahye aur satellite indian nahi hoskti aur iske ilawa 95 52.5 aur 38 hi bachti hain baki sab jagah log tukke hi lga rhe hain bhai ne asiasat bhi jordi to han ye bhi hoskti hai aur her woh satellite jo indian nahi aur Pakistan main strong beam rkhti hai baki real details shayad abhi kisi k pass nahi licence ki bidding k bad bhi ijazat nahi di thi kisi ko daikhte hain aage kia hota hai jo ho acha aur sasta ho to acha haiabdul qadoos wrote: ↑12 Nov 2018, 11:40 am bhai ap nay bo khani gol mol suan de koi sachi bt krin jis mein koi dam bi ho idr udr ki bt kr rhy hian
-
- Registered Member
- Posts: 123
- Joined: 23 Oct 2018, 12:17 pm
- Has thanked: 38 times
- Been thanked: 15 times
Re: PAK DTH DETAILED NEWS
is ka koi prof bi dien kahan per ap nay ye news parhi hia ....?
pemra nay apni website py diya hia ???
pemra nay apni website py diya hia ???
-
- Senior Registered Member
- Posts: 913
- Joined: 15 Dec 2017, 9:21 am
- Has thanked: 57 times
- Been thanked: 98 times
Re: PAK DTH DETAILED NEWS
kounsi news bhai ye to facts hain aap kia Pakistan ka dth india ki satellite per launch kawainge ye to logical baat hai bhi parho to k likh kia hai
-
- Registered Member
- Posts: 174
- Joined: 08 Oct 2013, 4:27 pm
- Been thanked: 17 times
Re: PAK DTH DETAILED NEWS
bhai jaan batain kya details chayieali03000345 wrote: ↑12 Nov 2018, 11:39 am matlb aap kehna chahtehain k cable lgalo ya dth eik baat hogi bhai dth ayega to extra channels bhi aaninge Pakistani channels k ilawa aur aapki baat se yahi lag rha hai k srf suni hui baat per comment krdia hai k jo pouchna hai pouchlo details nahi hain aapke pass
cable to lahore jaise baday city main nahi chalti sahi na HD na digital
DTH aur cable ka koi muqabla nahi
DTH will cover whole Pakistan while Cable to kahin bhi nahi sahi chalti siwaye 1% area
Who is online
Users browsing this forum: Ahrefs [Bot],
Bing [Bot],
Bytespider [Bot],
Claude [Bot],
Dot [Bot],
Petal [Bot] and 5 guests